Hindi Songs Lyrics

Showing posts with label 2011. Show all posts
Showing posts with label 2011. Show all posts

Sunday, December 2, 2012

Song: Thayn Thayn
Movie: Dum Maaro Dum
Singer(s): Abhishek Bachchan, Earl, Ayush Phukan

Yeh sahiba
Goa aneka, khaneka pine ka aur bas chill maarne ka
Lekin dum tik tik tik..
Dum bilkul nahin maarne ka
Teri baaton ki shaarab, tere paapon ke hisaab
Tere Swiss bank account, gol gol mol account
Teri gali gali yaar, poori goli baar baar
Pehle yaari mein mili, phir biki baar baar
Teri hogi sarkar, tera hoga darbaar
Par rahegi nahin, kamzori har baar
Jayenge jayenge jayenge bari bari
Aapki sewa mein, janhit pe jaari
Thayn thayn, tere gale ki jalan
Thayn thayn, abhi hogi nahin kam
Thayn thayn, jo hai maal patti
Thayn thayn, woh hai mombatti
Thayn thayn, daayein baayein mudegi
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn

La la la la la la
La la la la la la
La la la (Chalein daayein baayein) la la la (Chalein daayein baayein)
La la la (Bas thayn thayn) la la la (bas dishkyaon dishkyaon)
Badi brave hai Police, par slave hai Police
Kabhi this that that kabhi that that this
Tere party ke chunao, tere paise ke dabao
Tere khotey armaan, tere jhoothe farmaan
Tere bikey afsar, mile jis daftar
Tere haath, tere par, tere din, tere ghar
Jayenge jayenge jayenge bari bari (bari bari)
Aapki sewa mein, janhit pe jaari
Thayn thayn, tune dhoonda rasta
Thayn thayn, jo bhi mila sasta
Thayn thayn, teri teen patti
Thayn thayn, teri laal batti
Thayn thayn, daayein baayein mudegi
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn
La la la la la la (Chalein daayein baayein)
La la la la la la (Bas thayn thayn)
La la la (bas dishkyaon dishkyaon)
La la la (Chalein daayein baayein) la la la (Chalein daayein baayein)
La la la (Bas thayn thayn) La la la (bas dishkyaon dishkyaon)
(Chalein daayein baayein
Chalein daayein baayein
Bas thayn thayn
bas dishkyaon dishkyaon
Chalein daayein baayein
Chalein daayein baayein
Bas thayn thayn
bas dishkyaon dishkyaon)
Thayn thayn, tere gale ki jalan
Thayn thayn, abhi hogi nahin kam
Thayn thayn, jo hai maal patti
Thayn thayn, woh hai mombatti
Thayn thayn, daayein baayein mudegi
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn
Dishkyaon…


Other songs from the same movie, Dum Maaro Dum.

Song: Jaana Hai Badal Se Door
Movie: Dum Maaro Dum
Singer(s): Zubeen Garg

Jaana Hai.. Badal se door..
Chaya hai.. Pagal suroor..
Raahein bhi.. Bechen hai…
Bepanaah.. Yeh neal hai..
O naina jaagey jaagey
O chena thaake thaake
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
O mazil meelon aagey, jo dil ko bojal aagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge…

Kehethi aayi mehefil
Jo kahani phus phusaake
Keh kahone yun udaa ke
Muh zubaani hi banake
Rokegi…, woh tujhe (woh tujhe, woh tujhe)
Hoga kuch na haasil
Himmathon se zal zalonse
Dil jalon ke chaunchalon se
chaj palke bulbulon se
Tokegi… woh tujhe..
Jaana Hai.. Badal se door..
Chaya hai.. Pagal suroor..
Raahein bhi.. Bechen hai…
Bepanaah.. Yeh neal hai..
O naina jaagey jaagey
O chena thaake thaake
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
O mazil meelon aagey, jo dil ko bojal aagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge…
Har pal imtehaan hai
Ikthadah hai, intha hai
Faasalon ka kafila hai
Roshni na darmiyan hai
door hai… door hai…
Manzil dhekthi hain
Tere manzar muskurake
Dekh nazre toh utaake
Hai bhulatha cham chamaake
Noor hai… noor hai…
Jaana Hai.. Badal se door..
Chaya hai..ehe..eh.. Pagal suroor…..
Raahein bhi..ii… Bechen hai…
Bepanaaha.. Yeh neal hai..
O naina jaagey jaagey
O chena thaake thaake
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
O mazil meelon aagey, jo dil ko bojal aagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge…
Na na na nir na na……


Other songs from the same movie, Dum Maaro Dum.

Song: Toh Jiyein Kyun
Movie: Dum Maaro Dum
Singer(s): Papon

Na aaye ho, na aaoge
Na phone pe, bulaoge
Na shaam ki, karaari chai
Labhon se yun, pilaoge
Na aaye ho, na aaoge
Na din dhale, sathaoge
Na raat ki, nashili bai
Sey neend mein jagaoge
Gaye tum gaye ho kyun
Yeh raat baaki hain
Gaye tum gaye ho kyun
Saath baaki hain..
Gaye tum gaye hum tum gaye har baat baaki hain
Gaye kyun..
Toh Jiyein kyun..

Na aaye ho, na aaoge
Na dooriyan, dhikhaoge
Na thaam ke, woh josh mein
Yun hosh se, udaoge
Na aaye ho, na aaoge
Na jhoot se, sunaoge
Na rooth ke, sirhane mein
Remote ko, chupaoge
Gaye tum gaye ho kyun
Yeh raat baaki hain
Gaye tum gaye ho kyun
Saath baaki hain
Gaye tum gaye hum tum gaye har baat baki hain
Gaye kyun..
Toh Jiyein kyun..
Aankh bhi tum gayi na thaki
Raat bhi na bhati na kati..
Yeh raat bhi cherti marti
Neend bhi lutt gayi chin gayi
Raat bhi na sahi na rahi..
Yeh raat bhi laazmi zaalmi
Gaye tum gaye ho kyun
Yeh raat baaki hain
Gaye tum gaye ho kyun
Saath baaki hain
Gaye tum gaye hum tum gaye har baat baaki hain
Gaye kyun..
Toh Jiyein kyun..
Gaye kyun..
Jiyein kyun..
Ye…..ye…
Jiyein kyun..
Na aaye ho, na aaoge
Na phone pe, bulaoge
Na shaam ki, karaari chai
Labhon se yun churaoge


Other songs from the same movie, Dum Maaro Dum.

Song: Mit Jaaye Gham
Movie: Dum Maaro Dum
Singer(s): Anushka Manchandani

Heyyy..
Kyun phir Dekh Raha Hai
Aaj aankh sek raha hai
Kal haath sekega
Aaj deel chod raha hai
Kal khudi rokega
Aaj Mere liye chair kheech raha hai
Kal meri skirt kheechega
Kheeche ga ki nahi ? hmm ?
Aakkad bakad Bambai bo
Aasshi nabbe pure sau
Sau rupaye ka dum jo li
Do sau hum ho ho udanchi
(Phir nein kyun main tu kar rahe hain tu ..)
Uche se ucha banda
PottyPe baithe nanga
Phir Kahe ki socitety
Sali kahe ka pakhanda
Bheje se kaleje se, kalaje ke kalaje se
Mit jaaye hum maroge toh jeeyoge dum maaro dum (Dum maaro dum)

Dum maaro dum
Dum maaro dum
Mit jaaye gham
Bolo subaha shaam
Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram
Dum maaro dum
Dum maaro dum
Mit jaaye gham
Bolo subaha shaam
Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram
(Duniya ne humko diya kya
Duniya ne humse liya kya
Hum sab ki parvah kare kyun
Sabne humara kiya kya)
Aa.. aa… aa… a a a aa..
Dum maaro dum
Dum maaro dum
Mit jaaye gham
Bolo subaha shaam
Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram
Kya hai kahani tere paap ki (Ho..)
Topi hain pyaare har naam ki (Ho..)
Khuli hai supermarket baap ki (Ho..)
Kya hai pasand toh aap ki (Ho..)
Andar ke bandar se ho guftagu si ho ik baat
Thi justaju si ik baat
Ho guftagu si ik baat
(Phir kyun main tu kar rahe hain tu ..)
Uche se ucha banda
Potty pe baithe nanga
Phir Kahe ki socitety
Sali kahe ka pakhanda
Bheje se kaleje se, kalaje ke kalaje se
Mit jaaye hum maroge toh jeeyoge dum maaro dum
Dum maaro dum
Dum maaro dum
Mit jaaye gham
Bolo subaha shaam
Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram
Dum maaro dum
Mit jaaye gham
Bolo subaha shaam
Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram
(Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram)


Other songs from the same movie, Dum Maaro Dum.

Song: Te Amo Meeti Amo
Movie: Dum Maaro Dum
Singer(s): Ash King, Sunidhi Chauhan

Kisi ko sapna lage tu
Kisi ko behati hawa..
Kisi ki bas baathon mein
Har pal mein yaha wahan..
Kisi ke sau joot sun le
Kisi ka such bhi ghunah
Kisi ki bas yadon mein
Kar halchal sara jahan..
Te amo meeti amo
Tu chaw hain, tu dhup hain
Te amo meeti amo
Tere hazaron roop hain
Koi samja nahin
Jo bhi hain bas khoob hain
Fall in sub crazy in life
Te amo meeti amo
Tu chaw hain, tu dhup hain
Te amo meeti amo
Tere hazaron roop hain

Kabhi lage raathon mein..
Khwabon se bathen karon subhaongi
Khwabon ko mein khwabon karon..
Kabhi lage taron se bhi
Unche udane bharon
Kabhi lage badalon se jebe bharon..
Te amo meeti amo
Tare ginu tere liye
Te amo meeti amo
Sare chunu tere liye
Khwab sare bunu tere hi tere liye
Fall in sub crazy in life
Te amo meeti amo
Tare ginu tere liye
Te amo meeti amo..o…
Kabhi lage mili nahin..
Tumse mein khwabon mein bhi
Kabhi lage kahi toh hain ristha koi…
Kabhi lage chuwo tumhe..
Yonhi khayalo mein bhi
Kabhi lage nahin nahin chori nahin..
Te amo meeti amo
Tu pas hain par door hain
Te amo meeti amo
Jatha nahin yeh noor hain
Teri chori bhi yeh manzoor manzoor hain
Fall in sub crazy in life
Te amo meeti amo
Te amo meeti amo
Jatha nahin yeh door hain


Other songs from the same movie, Dum Maaro Dum.

Song: My Heart Is Beating
Movie: Thank You
Singer(s): Sonu Nigam

Everybody everybody everybody say
Everybody everybody everybody say
Everybody everybody everybody say
Everybody everybody everybody say
Everybody everybody everybody say
Everybody everybody everybody say
Everybody everybody everybody say
My heart is beating beating beating beating beating night and day
Yeh aapko hai maloom ke humko pyaar ho gaya hai
Aur hona tha jitna bhi intezar ho gaya hai
Dil aap ki khatir seenay mein bemaar ho gaya hai
Agar.. humse aap romance kare hum, aap ka dil se thanks kare
Agar.. humse aap romance kare hum, aap ka dil se thanks kare
Thank you for love baby, thank you for dawn
Thank you for right baby, thank you for wrong
Thank you now you gotta love somebody
Thank you now you gotta ride with me
Thank you the song and I’ll thank you life long

Everybody everybody everybody say
Everybody everybody everybody say
Everybody everybody everybody say
Everybody everybody everybody say
Apni toh haalat hai yeh jogi jaisi (Jogi jaisi)
Chahat mein marne waale rogi jaisi
Dhyaan zara sa hum pe de do abhi
Aagey na jaane surat hogi kaisi
Haan dekho mere armaano se uthta hai dhuan
Agar.. humse aap romance kare hum, aap ka dil se thanks kare
Agar.. humse aap romance kare hum, aap ka dil se tha..nks kare
Thank You, thank you, thank you
Hoyy hoyy o
Hey he..he..he..
La la la…. la la la….
Lal la.. la la.. la la la…. la la la….
Hoyye hum toh deewane hain ji seedhay saadhe
Tumko paane ki dhun mein ho gaye aadhe
Chala na jaaye yeh mahurat kahin
Jaldi se aake poore kardo vaade..
Haan accha mauka kho na jaaye kehta hai samaa
Agar.. humse aap romance kare hum, aap ka dil se thanks kare
Agar.. humse aap romance kare hum, aap ka dil se thanks kare..e..
My heart is beating beating beating beating beating night and day
Yeh aapko hai maloom ke humko pyaar ho gaya hai
Aur hona tha jitna bhi intezar ho gaya hai
O dil aap ki khatir seenay mein bemaar ho gaya hai
Agar.. humse aap romance kare hum, aap ka dil se thanks kare
Agar.. humse aap romance kare hum, aap ka dil se thanks kare..e..
La la la la la la la la…. Hey hey hey hey…la la la..
Ho ho ho ho… la la la…. Hey hey hey hey hey…la la la la….
Hai hai thanks


Other songs from the same movie, Thank You. 
  1. Pyaar Do Pyaar Lo
  2. Pyaar Mein
  3. Ke Razia Gundoo Mein
  4. Full Volume
  5. My Heart Is Beating

Song: Full Volume
Movie: Thank You
Singer(s): Neeraj Shridhar, Richa Sharma

Pyaar tera.., pya pya pya, pyaar tera
Pyaar tera, pyaar mujhe keechay teri ore (hey yo..)
Aisa challa tera zor (turn up the volume up Mr. D..J..)
Tera naam leke dil karta hai shor
Hey yo.., listen..,
Turn up the volume.. (Hey)
Turn up the volume.. (Hey)
Turn up the volume.. (Hey)
Turn it on… (Turn it on)
Turn up the volume.. (Hey)
Turn up the volume.. (Hey)
Turn up the volume.. (Hey)

Turn it on… (Turn it on)
Pyaar tera, pyaar mujhe keechay teri ore, aisa challa tera zor
Tera naam leke dil karta hai shor
Pyaar tera, pyaar mujhe keechay teri ore, aisa challa tera zor
Tera naam leke dil karta hai shor
Rahe ishq ki har dum (Full volume)
Koi kar na sake kum (Full volume)
(Ha ha ha ha..)
Rahe ishq ki har dum (Full volume)
Koi kar na sake kum (Full volume)
Chup rehna hai mushkil aa yaar kare hum (Full volume)
Aa pyaar kare hum
Aa yaar kare hum (Full volume)
Aa pyaar kare hum (let’s go)
Pyaar tera, pyaar mujhe keechay teri ore, aisa challa tera zor
Tera naam leke dil karta hai shor
Pyaar tera, pyaar mujhe keechay teri ore, aisa challa tera zor
Tera naam leke dil karta hai shor
(What you say)
(What I say)
(Aa aa aa bari bai aa)
Din ho ya raatein ho bas teri baatein, main dono tujhe tujhe sunu (Hun hun)
Teri ore jaaye jo tujhse milaaye, mein chalun toh woh raahein chunu (alright)
Teri takdeeron pe haathon ke lakeeron, ki mere takdeerein khatam
Tere bhi na kabhi jo saansein meri chali, toh saanson ko main de doon kasam
Rab rakhe yun hi hum dum (Full volume)
Oh baje dil ki yeh sargam (Full volume)
Ab dilse vaada ka ikraar kare hum (Full volume)
Aa pyaar kare hum, ikraar kare hum (Full volume)
Aa pyaar kare hum
Neendh meri jaagey, yeh neendh meri bhagey, hain tere peechay peechay kahin
Chand bhi yeh bole, labhon ko jab khole, ke tere bin rehna nahin (Dil lage)
Hun hun jaane kya hua hai, ke tujhpe ruka hai, yeh meri chahaton ka safar (safar)
Aa jo bhi yahan mera, woh hone laga tera, hai tune kiya aisa asar
Kare dhol bhi dum dum (Full volume)
Lagey kaano yeh resham (Full volume)
Na rokey dhadkan ki raftaar kare hum (Full volume)
Aa pyaar kare hum, (Aha aha) aa yaar kare hum (Full volume) (Oho oho)
Aa pyaar kare hum (let’s go)
Pyaar tera, pyaar mujhe keechay teri ore, aisa challa tera zor
Tera naam leke dil karta hai shor
Pyaar tera, pyaar mujhe keechay teri ore, aisa challa tera zor
Tera naam leke dil karta hai shor


Other songs from the same movie, Thank You. 
  1. Pyaar Do Pyaar Lo
  2. Pyaar Mein
  3. Ke Razia Gundoo Mein
  4. Full Volume
  5. My Heart Is Beating

Song: Ke Razia Gundoo Mein
Movie: Thank You
Singer(s): Master Saleem, Ritu Pathak

Ladies and Gentlemen
What you are about to experience..
Never..never..never seen before
Before toen, the veil will be uncovered
And all will be shown
So are you ready!!!
One….

Kargaya chal sabeese tujhko dekhke dil ye
Zalim Teen sau paisat dilme ek din tu toh mille
Kargaya chal sabeese tujhko dekhke dil ye
Zalim Teen sau paisat dilme ek din tu toh mille
Galti se kalme inhe dekh ke jo yuhi zara sa haas gayi
Galti se kalme inhe dekh ke jo yuhi zara sa haas gayi
Allah bachaye mere jaan … ke razia gundoo mein phas gayi
oye oye oye oye
Allah bachaye teri jaan… ke razia gundoo mein phas gayi
Ke raziiiaa…
Haye iska gulabi rang iska kitabi ang, aao zara naino se pade
Meri jawani par jan bhi lutatu agar toh bhi koi ghata na pade
Iska gulabi rang iska kitabi ang aao zara naino se pade
Haan Meri jawani par jan bhi lutatu agar toh bhi koi ghata na pade
Utara nahin ab tak zeher main is tarah si dass gayi
Utara nahin ab tak zeher main is tarah si dass gayi
Allah bachaye mere jaan … ke razia gundoo mein phas gayi
Allah bachaye mere jaan … ke razia gundoo mein phas gayi
oye oye oye oye
Allah bachaye teri jaan… ke razia gundoo mein phas gayi
Ho isko na sone denge kisika na hone denge kahin ka na chodenge ise
Haaa.. Ahein bhi na bharne denge uff bhi na karne denge bolo zara bologe kise
Ho isko na sone denge kisika na hone denge kahin ka na chodenge ise
Haaa.. Ahein bhi na bharne denge uff bhi na karne denge bolo zara bologe kise
Bachna mera mushkil he mein aaj toh bas gayi
Bachna mera mushkil he mein aaj toh bas gayi
Allah bachaye mere jaan … ke razia gundoo mein phas gayi
oye oye oye oye
Allah bachaye teri jaan… ke razia gundoo mein phas gayi
Galti se kalme inhe dekh ke jo yuhi zara sa haas gayi
Galti se kalme inhe dekh ke jo yuhi zara sa haas gayi
Allah bachaye mere jaan … ke razia gundoo mein phas gayi
Allah bachaye mere jaan … ke razia gundoo mein phas gayi
oye oye oye oye
Allah bachaye teri jaan… ke razia gundoo mein phas gayi


Other songs from the same movie, Thank You. 
  1. Pyaar Do Pyaar Lo
  2. Pyaar Mein
  3. Ke Razia Gundoo Mein
  4. Full Volume
  5. My Heart Is Beating

Song: Pyaar Mein
Movie: Thank You
Singer(s): Neeraj Shridhar, Javed Ali

Pyaar mein.., ek dil ki jeet hai, ek dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Pyaar mein.., ek dil maqroor hai, ek gham se choor hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Ho ho ho, kisi ke liye, rab ki raza
Kisi ke liye, gehari saza
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyaar mein..

Pyaar mein.., ek dil ki jeet hai, ek dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Kehte hain pyaar woh hai
Kaanto ka haar jo hai
Ya phir kisi ki khaatir
Rimjim puhaar woh hai
Chingaariyon ke jaisa
Dil ka malaal hai toh
Takdeer mein kisi ki
Jashn-e-bahaar woh hai
Ek sa..a.., kab iss ka roop hai
Ek pal yeh doop hai
Ek pal hai kohra pyaar mein..
Pyaar mein.., ek dil ki jeet hai, ek dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Ho ho ho, kisi ke liye, ujli subha
Kisi ke liye, hai kadvi zuban
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyaar mein
Marz kabhi, kabhi hai daba
Kabhi hai adam toh kabhi hai dhuan
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyaar mein..
Ek dil ka hoslaa hai
Khushiyon ka silsila hai
Toh koi dil bechaara
Rukha hai dil jala hai
Tohfe mein yeh kisi ko
Dono jahaan de de
Badle mein kyun kisi ko
Afsos hi mila hai
Pankh hain…
Kyun ik dil ke liye
Aur dujhe ke liye
Har lamha behra pyaar mein..
Pyaar mein.., ek dil ki jeet hai, ek dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Ho ho ho, kise ke liye, mehki hawa
Kise ke liye, hai sirf jafa
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyaar mein..
Marz kabhi, kabhi hai daba
Kabhi hai adam toh kabhi hai dhuan
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyaar mein..


Other songs from the same movie, Thank You. 
  1. Pyaar Do Pyaar Lo
  2. Pyaar Mein
  3. Ke Razia Gundoo Mein
  4. Full Volume
  5. My Heart Is Beating

Song: Pyaar Do Pyaar Lo
Movie: Thank You
Singer(s): Mika Singh

Ha ha ha(Lekhin lekhin lekhin)
Ha ha ha(Lekhin lekhin lekhin)
Ha ha ha
Gul batti kamre ki ho jaaye toh toh,
Toh pyaar do pyaar lo
Arrey bechain dil tharki ho jaaye toh toh,
Toh pyaar do pyaar lo
Ho gul batti kamre ki ho jaaye toh pyaar do pyaar lo (Lekhin lekhin lekhin)
Arrey bechain dil tharki ho jaaye toh pyaar do pyaar lo (Lekhin lekhin lekhin)
Benamak pe asar.., daal jaisi agar..
Benamak pe asar, daal jaisi agar
Ghar ki murgi aa jaaye toh..
Pyaar do do pyaar lo lo
Pyaar do do pyaar lo (Lekhin lekhin lekhin)
Ho.. pyaar do, ho.. pyaar lo..
Hoo.. dil toh tabeyat se thoda sa shaukeen, thoda sa rangeen hai..
Har saans bairon ka pehra hai yeh maamla thoda sangeen hai..
Hai husn ki khetiyan har taraf yaar mauka hai dastoor bhi..
Phere nibaayein ya kaante fasal thoda confuse yeh scene hai..

Ho saavan mein dil mood ho jaaye toh toh
Toh pyaar do do pyaar lo (Lekhin lekhin lekhin)
Haye tanah yunhi bore ho jaaye toh pyaar do do pyaar lo (Lekhin lekhin lekhin)
Bandishein todh kar.., bekraari agar..
Bandishein todh kar bekraari agar
Badi jor ho jaaye toh
Pyaar do do pyaar lo lo
Pyaar do do pyaar lo (Lekhin lekhin lekhin)
Hoo.. pyaar do.., hoo.. pyaar lo.. (Lekhin lekhin lekhin)
(Lekhin lekhin lekhin)
(Lekhin lekhin lekhin)
(Lekhin lekhin lekhin)
(Lekhin lekhin lekhin)
Ho jang lag na jaaye jawani isse yaaro thodi rawa toh karo..
Laddoo jo phootey kabhi sabr tootey toh tum na kisi se daro..
Seenay ke andhar jo armaan hai unko yun qaid rehne na do..
Aankhein waqt sek dena raho usske aagey bhi tum kuch karo..
Ho gul batti kamre ki ho jaaye toh toh
Toh pyaar do pyaar lo (Lekhin lekhin lekhin)
Arrey bechain dil tharki ho jaaye toh pyaar do pyaar lo
Benamak pe asar.., daal jaisi agar..
Benamak pe asar daal jaisi agar
Ghar ki murgi aa jaaye toh..
Pyaar do do pyaar lo lo
Pyaar do do pyaar lo (Lekhin lekhin lekhin)
Hoo.. pyaar do.., hoo.. pyaar lo.. (Lekhin lekhin lekhin)
Hoo.. pyaar do.., hoo.. pyaar lo.. (Lekhin lekhin lekhin)


Other songs from the same movie, Thank You. 
  1. Pyaar Do Pyaar Lo
  2. Pyaar Mein
  3. Ke Razia Gundoo Mein
  4. Full Volume
  5. My Heart Is Beating

Sunday, November 25, 2012

Song: Kaise Sunau Mein Ye Dastan
Movie: Game (2011)
Singer(s): Shreya Ghoshal, Kshitij

dilkasho dilnashin main hoon ek kali
khushbuyon rangon ki baahon mein padeh
mehaka sa ang hai behka sa rang hai
kyun main huin manchali kisko yahan hai pata
yeh kaisa rup hai ho chaaon ya dhup hai
hai nazuk si kali tu kaun hai yeh bataa
tu mehaki mehaki tu jawan jawan rango bari hogi daastan
yunhi khili tu jinse mili tu
kaise kaise bawre the hume bata de
kaise sunau mein ye dastan koi jaise yeh kehta hai yahaan
bita hua kal bitay hue pal dhire dhire dil se tu unhe bhula de
kal yeh kali na rahe bhi toh gum kya
raah mein phool aur kaliyan hain kum kya
jaaon jahan dekho jahan
chehron ki kaliyan hi kaliyan hai khilti wahan dekhna
ho mehaka sa ang hai behka sa rang hai
kyun ri aye manchali tu kaun hai yeh bata
yeh kaisa rup hai ho chaaon ya dhup hai
hai nazuk si kali tu kaun hai yeh bataa
tu mehaki mehaki tu jawan jawan rango bari hogi daastan
yunhi khili tu jinse mili tu kaise kaise bawre the hume bataa de
kaise sunau mein ye dastan koi jaise yeh kehta hai yahaan
bita hua kal bitay hue pal dhire dhire dil se tu unhe bhula de


Other songs from the same movie, Game (2011). 
  1. It’s a Game
  2. Kaun Hai Ajnabi
  3. Yeh Kab Socha Tha
  4. Kaise Sunau Mein Ye Dastan

Song: Yeh Kab Socha Tha
Movie: Game (2011)
Singer(s): Shaan, Anusha Mani, Loy Mendonca

maine yeh kab socha tha hoga yun kabhi
raah mein yun mil jayenge do ajnabi
hum dono jo, paas aaye toh
dil jeetna khush hai utna hairan
maine yeh kab socha tha hoga yun kabhi
jaane kahan le aayi hai yeh zindagi
kya jaanu kyun tum jo mile
dil jeetna khush hai utna hairan
hoo… i’ m falling, i’ m falling in love with you – 2
maine yeh kab socha tha hoga yun kabhi
raah mein yun mil jaayenge do ajnabi
kya jaanu kyun tum jo mile
dil jeetna khush hai utna hairan
hoo… i’ m falling, i’ m falling in love with you – 2
khwaabon ka hai yeh jahaan
nazar ki dhup hai, chaand sa rup hai
tum ho jahan main wahan
dil se jo dil mila, mujhe sahil mila
hum jo mil gaye toh phir yun hua
ke hai nikhri hui door tak yeh fiza
dil jo khil gayi toh phir yun hua
ke hai mehaki hui gungunati hawa
yunhi rahe kaash ab samaa
hoo… i’ m falling, i’ m falling in love with you – 3


Other songs from the same movie, Game (2011). 
  1. It’s a Game
  2. Kaun Hai Ajnabi
  3. Yeh Kab Socha Tha
  4. Kaise Sunau Mein Ye Dastan

Song: Kaun Hai Ajnabi
Movie: Game (2011)
Singer(s): Aditi Singh Sharma, K K

tu hai sazish ke gere mein, dekh toh zara andhere mein – 2
kya hai jo hone ko hai, kya hai jo khone ko hai
kaise yeh khatre hain jo chaye hain
koi kuch kehta kya, chupke koi rehta hai kya
diwaron par yeh kiske saaye hain
(kisi chehre ke pichay koi chehra chhupa hai
tu yeh dekh le, dekh sake toh) – 2
kaun hai ajnabi
kaun hai ajnabi
kaun hai ajnabi


sun zara ke aa rahe hain, kiski yeh ahatein
kaun de pata chalega, yeh andhere toh ghate
woh jo bhi hai dushman hai woh karna hai kya zara soch lo
yeh khuni panja hai jo, kaisa shikanja hai woh
khanjar yeh kaise lehraaye hain
(kisi chehre ke pichay koi chehra chhupa hai
tu yeh dekh le, dekh sake toh) – 2
kaun hai ajnabi
kaun hai ajnabi
kaun hai ajnabi

tu hai sazish ke gere mein (tu hai sazish)
dekh toh zara (andhere mein)
kya hai jo hone ko hai, kya hai jo khone ko hai
kaise yeh khatre hain jo chaye hain
koi kuch kehta kya, chupke koi rehta hai kya
deewaron par yeh kiske saaye hain
(kisi chehre ke pichay koi chehra chhupa hai
tu yeh dekh le, dekh sake toh) – 2
kaun hai ajnabi
kaun hai ajnabi
kaun hai ajnabi


Other songs from the same movie, Game (2011). 
  1. It’s a Game
  2. Kaun Hai Ajnabi
  3. Yeh Kab Socha Tha
  4. Kaise Sunau Mein Ye Dastan

Song: It’s a Game
Movie: Game (2011)
Singer(s): Vishal Dadlani

jalta sulagta sara sama jalti sulagti khamoshiyaan
awaazein kyun so gayi tasvirein kyun kho gayi
kaisi yeh betaabi hai aayi yeh kaisi yeh (shaam hai) – 2
dhunde jise tu har pal uska bataa kya (naam hai) – 2
it’ s a game
it’ s a game
it’ s a game
yeh bata rasta kisne roka hai dekhna dekhna koi dhokha hai
aag na jaane kahan chupi hai dikhta hai bas dhua
kisko pataa kyun karta koi hai yuhn ishaare
khel hai kya jo khel raha hai koi khiladi yahan
tu kyun yeh sab jhel raha hai yeh bataa re kya tu hai jaanta re
it’ s a game
it’ s a game
it’ s a game
it’ s a game
it’ s a game
it’ s a game 


Other songs from the same movie, Game (2011). 
  1. It’s a Game
  2. Kaun Hai Ajnabi
  3. Yeh Kab Socha Tha
  4. Kaise Sunau Mein Ye Dastan

Song: Ho Yeshu
Movie: 7 Khoon Maaf
Singer(s): Rekha Bharadwaj

Girje ka gajar sunte ho, yeshu
Phir bhi tum chup rehte ho, yeshu
Girje ka gajar sunte ho, yeshu
Phir bhi tum chup rehte ho, yeshu
Apne chahane walon ko tum kaise chunte ho, yeshu, aaa yeshu
Girje ka gajar sunte ho, yeshu
Phir bhi tum chup rehte ho, yeshu

Kya jism yeh bemaani hai
Kya rooh gareeb hoti hai
Kya jism yeh bemaani hai
Kya rooh gareeb hoti hai
Tum pyaar hi pyaar ho lekin
Kya pyaar saleeb hoti hai
Rui ki tarah iss jism ko tum
Kis liye bunte ho, yeshu, yeshu
Girje ka gajar sunte ho, yeshu
Phir bhi tum chup rehte ho, yeshu

Koi nahin iss waqt yahan
Iss waqt mujhe apnaana
Koi nahin iss waqt yahan
Iss waqt mujhe apnaana
Aagosh mein apni le lo
Phir chaahe jahan le jaana
Uss paar toh koi dard nahin
Bolo na sunte ho, yeshu, yeshu
Girje ka gajar sunte ho, yeshu
Phir bhi tum chup rehte ho, yeshu
Apne chahane walo ko tum kaise chunte ho, yeshu
Girje ka gajar sunte ho, yeshu
Phir bhi tum chup rehte ho, yeshu


Other songs from the same movie, 7 Khoon Maaf. 
  1. Awaara Awaara
  2. Bekaraan Hai Bekaraan
  3. Darling Aankhon Se Aankhein Chaar Karne Do
  4. Dil Dil Hai
  5. Darling Aankhon Se Aankhein Chaar Karne Do 2
  6. O mama o mama
  7. Tere liye Lafzon mein
  8. Ho Yeshu

Song: Tere liye Lafzon mein
Movie: 7 Khoon Maaf
Singer(s): Suresh Wadkar

Tere liye tere liye, tere liye tere liye
Lafzon mein, lamhon ki, doliyan, laaye hain
Lafzon mein, lamhon ki, doliyan, laaye hain, laaye hain
Sheron mein, khushboo ki, boliyan, laaye hain, laaye hain
Humne sau saude kiye, tere liye tere liye

Aankhon mein na chubhe, taaron ki kirchiyan
Sheeshe ka aasma laaye hain, tere liye tere liye
Taare jade, heeron se bhi kitne badey
Humne aasmano mein, lakhon ke saude kiye
Tere liye tere liye, tere liye tere liye

Halki si sardiyan aur saans garam ho
Shaamon ki shawl bhi, thodi si, narm ho
Tere liye kishmish chune, piste chune, tere liye
Humne toh parindo se, baagon ke saude kiye
Tere liye tere liye, tere liye tere liye, tere liye tere liye


Other songs from the same movie, 7 Khoon Maaf. 
  1. Awaara Awaara
  2. Bekaraan Hai Bekaraan
  3. Darling Aankhon Se Aankhein Chaar Karne Do
  4. Dil Dil Hai
  5. Darling Aankhon Se Aankhein Chaar Karne Do 2
  6. O mama o mama
  7. Tere liye Lafzon mein
  8. Ho Yeshu

Song: O mama o mama
Movie: 7 Khoon Maaf
Singer(s): K.K & Clinton Cerejo

O mama O mama
O mama O mama
Dil se hi ab sochta hai dil mera, O mama O mama
Sar ko aksar nochta hai dil mera, O mama O mama
Ab khair toh nahin, koi bair toh nahin
Dushman jiye mera, woh bhi gair toh nahi
Jo dil gaya gaya
O'mama, o'mama

O mama, kanche maare
Billi jaisi, aankhon wali
Ik myaun si ladki
O mama O mama
Unghe kabhi, sunghe kabhi
Jhanke kabhi, aaun kabhi
Kabhi jaaun si ladki
O mama O mama

Aise dabe paon aaye woh ki chaap na ho
O mama O mama
Khwaab mein mil jaaye lekin woh khwaab na ho
O mama O mama
Umeed toh nahin phir bhi umeed ho
Koi toh iss tarah, aashiq shaheed ho
Koi gaya gaya
O mama O mama

O mama, kanche maare
Billi jaisi, aankhon wali
Ik myaun si ladki
O mama O mama
Unghe kabhi, sunghe kabhi
Jhanke kabhi, aaun kabhi
Kabhi jaaun si ladki
O mama O mama, O mama..



Other songs from the same movie, 7 Khoon Maaf.
  1. Awaara Awaara
  2. Bekaraan Hai Bekaraan
  3. Darling Aankhon Se Aankhein Chaar Karne Do
  4. Dil Dil Hai
  5. Darling Aankhon Se Aankhein Chaar Karne Do 2
  6. O mama o mama
  7. Tere liye Lafzon mein
  8. Ho Yeshu