Hindi Songs Lyrics

Showing posts with label Dum Maaro Dum Movie Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Dum Maaro Dum Movie Lyrics. Show all posts

Sunday, December 2, 2012

Song: Thayn Thayn
Movie: Dum Maaro Dum
Singer(s): Abhishek Bachchan, Earl, Ayush Phukan

Yeh sahiba
Goa aneka, khaneka pine ka aur bas chill maarne ka
Lekin dum tik tik tik..
Dum bilkul nahin maarne ka
Teri baaton ki shaarab, tere paapon ke hisaab
Tere Swiss bank account, gol gol mol account
Teri gali gali yaar, poori goli baar baar
Pehle yaari mein mili, phir biki baar baar
Teri hogi sarkar, tera hoga darbaar
Par rahegi nahin, kamzori har baar
Jayenge jayenge jayenge bari bari
Aapki sewa mein, janhit pe jaari
Thayn thayn, tere gale ki jalan
Thayn thayn, abhi hogi nahin kam
Thayn thayn, jo hai maal patti
Thayn thayn, woh hai mombatti
Thayn thayn, daayein baayein mudegi
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn

La la la la la la
La la la la la la
La la la (Chalein daayein baayein) la la la (Chalein daayein baayein)
La la la (Bas thayn thayn) la la la (bas dishkyaon dishkyaon)
Badi brave hai Police, par slave hai Police
Kabhi this that that kabhi that that this
Tere party ke chunao, tere paise ke dabao
Tere khotey armaan, tere jhoothe farmaan
Tere bikey afsar, mile jis daftar
Tere haath, tere par, tere din, tere ghar
Jayenge jayenge jayenge bari bari (bari bari)
Aapki sewa mein, janhit pe jaari
Thayn thayn, tune dhoonda rasta
Thayn thayn, jo bhi mila sasta
Thayn thayn, teri teen patti
Thayn thayn, teri laal batti
Thayn thayn, daayein baayein mudegi
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn
La la la la la la (Chalein daayein baayein)
La la la la la la (Bas thayn thayn)
La la la (bas dishkyaon dishkyaon)
La la la (Chalein daayein baayein) la la la (Chalein daayein baayein)
La la la (Bas thayn thayn) La la la (bas dishkyaon dishkyaon)
(Chalein daayein baayein
Chalein daayein baayein
Bas thayn thayn
bas dishkyaon dishkyaon
Chalein daayein baayein
Chalein daayein baayein
Bas thayn thayn
bas dishkyaon dishkyaon)
Thayn thayn, tere gale ki jalan
Thayn thayn, abhi hogi nahin kam
Thayn thayn, jo hai maal patti
Thayn thayn, woh hai mombatti
Thayn thayn, daayein baayein mudegi
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn
Dishkyaon…


Other songs from the same movie, Dum Maaro Dum.

Song: Jaana Hai Badal Se Door
Movie: Dum Maaro Dum
Singer(s): Zubeen Garg

Jaana Hai.. Badal se door..
Chaya hai.. Pagal suroor..
Raahein bhi.. Bechen hai…
Bepanaah.. Yeh neal hai..
O naina jaagey jaagey
O chena thaake thaake
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
O mazil meelon aagey, jo dil ko bojal aagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge…

Kehethi aayi mehefil
Jo kahani phus phusaake
Keh kahone yun udaa ke
Muh zubaani hi banake
Rokegi…, woh tujhe (woh tujhe, woh tujhe)
Hoga kuch na haasil
Himmathon se zal zalonse
Dil jalon ke chaunchalon se
chaj palke bulbulon se
Tokegi… woh tujhe..
Jaana Hai.. Badal se door..
Chaya hai.. Pagal suroor..
Raahein bhi.. Bechen hai…
Bepanaah.. Yeh neal hai..
O naina jaagey jaagey
O chena thaake thaake
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
O mazil meelon aagey, jo dil ko bojal aagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge…
Har pal imtehaan hai
Ikthadah hai, intha hai
Faasalon ka kafila hai
Roshni na darmiyan hai
door hai… door hai…
Manzil dhekthi hain
Tere manzar muskurake
Dekh nazre toh utaake
Hai bhulatha cham chamaake
Noor hai… noor hai…
Jaana Hai.. Badal se door..
Chaya hai..ehe..eh.. Pagal suroor…..
Raahein bhi..ii… Bechen hai…
Bepanaaha.. Yeh neal hai..
O naina jaagey jaagey
O chena thaake thaake
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
O mazil meelon aagey, jo dil ko bojal aagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge…
Na na na nir na na……


Other songs from the same movie, Dum Maaro Dum.

Song: Toh Jiyein Kyun
Movie: Dum Maaro Dum
Singer(s): Papon

Na aaye ho, na aaoge
Na phone pe, bulaoge
Na shaam ki, karaari chai
Labhon se yun, pilaoge
Na aaye ho, na aaoge
Na din dhale, sathaoge
Na raat ki, nashili bai
Sey neend mein jagaoge
Gaye tum gaye ho kyun
Yeh raat baaki hain
Gaye tum gaye ho kyun
Saath baaki hain..
Gaye tum gaye hum tum gaye har baat baaki hain
Gaye kyun..
Toh Jiyein kyun..

Na aaye ho, na aaoge
Na dooriyan, dhikhaoge
Na thaam ke, woh josh mein
Yun hosh se, udaoge
Na aaye ho, na aaoge
Na jhoot se, sunaoge
Na rooth ke, sirhane mein
Remote ko, chupaoge
Gaye tum gaye ho kyun
Yeh raat baaki hain
Gaye tum gaye ho kyun
Saath baaki hain
Gaye tum gaye hum tum gaye har baat baki hain
Gaye kyun..
Toh Jiyein kyun..
Aankh bhi tum gayi na thaki
Raat bhi na bhati na kati..
Yeh raat bhi cherti marti
Neend bhi lutt gayi chin gayi
Raat bhi na sahi na rahi..
Yeh raat bhi laazmi zaalmi
Gaye tum gaye ho kyun
Yeh raat baaki hain
Gaye tum gaye ho kyun
Saath baaki hain
Gaye tum gaye hum tum gaye har baat baaki hain
Gaye kyun..
Toh Jiyein kyun..
Gaye kyun..
Jiyein kyun..
Ye…..ye…
Jiyein kyun..
Na aaye ho, na aaoge
Na phone pe, bulaoge
Na shaam ki, karaari chai
Labhon se yun churaoge


Other songs from the same movie, Dum Maaro Dum.

Song: Mit Jaaye Gham
Movie: Dum Maaro Dum
Singer(s): Anushka Manchandani

Heyyy..
Kyun phir Dekh Raha Hai
Aaj aankh sek raha hai
Kal haath sekega
Aaj deel chod raha hai
Kal khudi rokega
Aaj Mere liye chair kheech raha hai
Kal meri skirt kheechega
Kheeche ga ki nahi ? hmm ?
Aakkad bakad Bambai bo
Aasshi nabbe pure sau
Sau rupaye ka dum jo li
Do sau hum ho ho udanchi
(Phir nein kyun main tu kar rahe hain tu ..)
Uche se ucha banda
PottyPe baithe nanga
Phir Kahe ki socitety
Sali kahe ka pakhanda
Bheje se kaleje se, kalaje ke kalaje se
Mit jaaye hum maroge toh jeeyoge dum maaro dum (Dum maaro dum)

Dum maaro dum
Dum maaro dum
Mit jaaye gham
Bolo subaha shaam
Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram
Dum maaro dum
Dum maaro dum
Mit jaaye gham
Bolo subaha shaam
Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram
(Duniya ne humko diya kya
Duniya ne humse liya kya
Hum sab ki parvah kare kyun
Sabne humara kiya kya)
Aa.. aa… aa… a a a aa..
Dum maaro dum
Dum maaro dum
Mit jaaye gham
Bolo subaha shaam
Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram
Kya hai kahani tere paap ki (Ho..)
Topi hain pyaare har naam ki (Ho..)
Khuli hai supermarket baap ki (Ho..)
Kya hai pasand toh aap ki (Ho..)
Andar ke bandar se ho guftagu si ho ik baat
Thi justaju si ik baat
Ho guftagu si ik baat
(Phir kyun main tu kar rahe hain tu ..)
Uche se ucha banda
Potty pe baithe nanga
Phir Kahe ki socitety
Sali kahe ka pakhanda
Bheje se kaleje se, kalaje ke kalaje se
Mit jaaye hum maroge toh jeeyoge dum maaro dum
Dum maaro dum
Dum maaro dum
Mit jaaye gham
Bolo subaha shaam
Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram
Dum maaro dum
Mit jaaye gham
Bolo subaha shaam
Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram
(Hare Krishna hare Krishna hare Krishna Hare Ram)


Other songs from the same movie, Dum Maaro Dum.

Song: Te Amo Meeti Amo
Movie: Dum Maaro Dum
Singer(s): Ash King, Sunidhi Chauhan

Kisi ko sapna lage tu
Kisi ko behati hawa..
Kisi ki bas baathon mein
Har pal mein yaha wahan..
Kisi ke sau joot sun le
Kisi ka such bhi ghunah
Kisi ki bas yadon mein
Kar halchal sara jahan..
Te amo meeti amo
Tu chaw hain, tu dhup hain
Te amo meeti amo
Tere hazaron roop hain
Koi samja nahin
Jo bhi hain bas khoob hain
Fall in sub crazy in life
Te amo meeti amo
Tu chaw hain, tu dhup hain
Te amo meeti amo
Tere hazaron roop hain

Kabhi lage raathon mein..
Khwabon se bathen karon subhaongi
Khwabon ko mein khwabon karon..
Kabhi lage taron se bhi
Unche udane bharon
Kabhi lage badalon se jebe bharon..
Te amo meeti amo
Tare ginu tere liye
Te amo meeti amo
Sare chunu tere liye
Khwab sare bunu tere hi tere liye
Fall in sub crazy in life
Te amo meeti amo
Tare ginu tere liye
Te amo meeti amo..o…
Kabhi lage mili nahin..
Tumse mein khwabon mein bhi
Kabhi lage kahi toh hain ristha koi…
Kabhi lage chuwo tumhe..
Yonhi khayalo mein bhi
Kabhi lage nahin nahin chori nahin..
Te amo meeti amo
Tu pas hain par door hain
Te amo meeti amo
Jatha nahin yeh noor hain
Teri chori bhi yeh manzoor manzoor hain
Fall in sub crazy in life
Te amo meeti amo
Te amo meeti amo
Jatha nahin yeh door hain


Other songs from the same movie, Dum Maaro Dum.