Hindi Songs Lyrics

Showing posts with label Movie D. Show all posts
Showing posts with label Movie D. Show all posts

Tuesday, June 28, 2016

You're here: Home › 
› Sau Tarah Ke



Song: Sau Tarah Ke
Movie: Dishoom
Singer(s): Amit Mishra, Jonita Gandhi

Kal subah sochenge jo aaj raat kiya,
Kal subah gin lenge saari galatiyan.
Tu mera abhi, ho jaana ajnabi,
Phir hum milenge na kabhi…

Kal subah chale jayenge hai ghar jahaan.
Kal subah bole jo bhi bolega jahaan.
Tu mera abhi, ho jaana ajnabi,
Phir hum milenge na kabhi…

Sau tarah ke rog le loon.
Ishq ka marz kya hai.
Sau tarah ke rog le lu.
Ishq ka marz kya hai.

Tu kahe toh jaan de doon.
Kehne mein harz kya hai.
Sau tarah ke rog le loon.
Ishq ka marz kya hai.

Baahon ko baahon mein de de tu jagah.
Tujhse toh do pal ka matlab hai mera.

Tere jaise hi mera bhi dil khudgarz sa hai
Tere jaise hi mera bhi dil khudgarz sa hai
Tu kahe toh jaan de doon
Kehne mein harz kya hai…

Sau tarah ke rog le loon
Ishq ka marz kya hai
So tarah ke rog le lu
Ishq ka marz kya hai

Kal subah tak jhoota bhala pyar kar
Kal subah tak jhooti batein char kar
Tu mera abhi, ho jaana ajnabi,
Phir hum milenge na kabhi…

Tu kahe toh jaan de doon
Kehne mein harz kya hai…

Sau tarah ke rog le loon
Ishq ka marz kya hai
So tarah ke rog le lu
Ishq ka marz kya hai.

 


Other songs from the same movie, Dishoom.

You're here: Home › 

Friday, December 13, 2013

You're here: Home › 
› Bande Hain Hum Uske



Song: Bande Hain Hum Uske
Movie: Dhoom 3
Singer(s): Shivam Mahadevan, Anish Sharma

Aasmaan ki chhat pe
Hai apni duniya
Khilkhilati hai jisme apni khushiyan
Chaand ki chhalni liye
Taare chunte hain hum
Jaadui hai ye jahaan
Nahi hai koi gham

Bande hain hum uske
Humpe kiska zor
Ummedon ke sooraj
Nikle chaaron ore
Iraadein hain fauladi
Himmati har kadam
Apne haathon kismat likhne
Aaj chale hain hum....

Aasmaan ki chhat pe
Hai apni duniya
Khilkhilati hai jisme apni khushiyan
Sooraj ki palkon tale
Dhoop bunte hain hum
Jaadui hain ye jahaan
Hain nahi koi gham...

Bande hain hum uske
Humpe kiska zor
Ummedon ke suraj
Nikle chaaron ore
Iraadein hain fauladi
Himmati har kadam
Apne haathon kismat likhne
Aaj chale hain hum....


Other songs from the same movie, Dhoom 3.
  1. Dhoom Machale Dhoom Title - Aditi Singh Sharma
  2. Dum Malang Malang Dum - Shilpa Rao, Siddharth Mahadevan
  3. Tu Hi Junoon - Mohit Chauhan
  4. Bande Hain Hum Uske - Shivam Mahadevan, Anish Sharma
 

You're here: Home › 
› Tu Hi Junoon



Song: Tu Hi Junoon
Movie: Dhoom 3
Singer(s): Mohit Chauhan

Tu chharheri dhoop hai
Tu karaari shaam
Dil kahe barbad hoja leke tera naam (x2)

Tu jale toh din chadhe
Tu bujhe toh raat
Dil kare kurbaan karun
Tujhpe apni jaan
Tu hi junoon, Tu hi karaar
Tu hi junoon, Tu hi karaar

Taare saare ke saare
Thugne lage hain ab mujhe
Din mein sapne dikhaane
Lagne lage hain ab mujhe

Tu bandhi zanjeer hai
Tu kasakti heer
Dil kare tere liye
Rakh dun dil ko cheer

Tu thirakta teer hai
Do dhaari talwar
Dil kare hanste huey
Le lun tere waar

Tu hi junoon, Tu hi karaar
Tu hi junoon, Tu hi karaar

Aasmaan siyaah ghulne laga hai
Baadlon ka dil khulne laga sa hai
Tu mila khila din, raat dhal gayi
Daag chand la ghulne laga sa hai
Likh diya dil ki kalam se tumhara naam
Baandh ke taaveez main pehnu subaho shaan

Tu jale toh din chadhe
Tu bujhe toh raat
Dil kare kurbaan karun
Tujhpe apni jaan
Tu hi junoon, Tu hi karaar
Tu hi junoon, Tu hi karaar

Tu hi junoon, Tu hi karaar
Tu hi junoon, Tu hi karaar....
 


Other songs from the same movie, Dhoom 3.
  1. Dhoom Machale Dhoom Title - Aditi Singh Sharma
  2. Dum Malang Malang Dum - Shilpa Rao, Siddharth Mahadevan
  3. Tu Hi Junoon - Mohit Chauhan
  4. Bande Hain Hum Uske - Shivam Mahadevan, Anish Sharma
 

Thursday, December 5, 2013

You're here: Home › 
› Dum Malang Malang Dum


Song: Dum Malang Malang Dum
Movie: Dhoom 3
Singer(s): Shilpa Rao, Siddharth Mahadevan

Ishq labon pe
Ishq duaa mein
Jism mein, rooh mein
Ishq rava, rava rawa ravaa

Ishq nazar mein
Ishq bashar mein
Aks mein, raks mein
Ishqe nishaan
Nishan nishan nishan

Dum malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Ishq ishq hai malang mera (x2)

Ishq hai, aawaara
Ishq hai, banjaara
Ishq hai, angaara
Rehta hai, behta hai
Yeh ishq sharton mein
Ishq mein mit jaaun
Ishq mein bah jaaun
Ishq mein ho jaaun
Fana fana fanaa fanaaa..

Dum malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Ishq ishq hai malang mera (x2)


Meri mannaton mein
Meri jannaton mein
Tera hi tera shumaar hai
Meri chaahaton pe
Meri raahaton pe
Tera hi tera khumaar hai
Malang malang main
Tere hi liye hoon malang main

Meri ulfaton mein
Meri shiddaton mein
Sajdon mein tera hi noor hai
Teri bekhudi mein
Teri dilkashi mein
Teri bandagi mein dil choor hai
Malang malang main
Tere hi liye hoon malang main

Main yahaan wahaan jaaun
jahaan darbadar badar
Tere liye rehti hoon besabar sabar
Teri beqarariyon mein
Ishq ishq hai malang mera

Dum malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Ishq ishq hai malang mera (x3)


Other songs from the same movie, Dhoom 3.
  1. Dhoom Machale Dhoom Title - Aditi Singh Sharma
  2. Dum Malang Malang Dum - Shilpa Rao, Siddharth Mahadevan
  3. Tu Hi Junoon - Mohit Chauhan
  4. Bande Hain Hum Uske - Shivam Mahadevan, Anish Sharma
 

Saturday, November 16, 2013

You're here: Home › 
› Dhoom Machale Dhoom Title



Song: Dhoom Machale Dhoom Title
Movie: Dhoom 3
Singer(s): Aditi Singh Sharma

You know that thing must be hundred years old!

Dhoom Dhoom, Sar chadhi hai
Dhoom Dhoom, Bekhudi hai
Dhoom Dhoom, Race mein gum ho ja

Dhoom Dhoom, khalbali hai
Dhoom Dhoom, har gali hai
Dhoom Dhoom, race mein tu kho ja

Dhoom nashaa hai
Dhoom junoon hai
Dhoom hai hulchul
Dhoom sukoon hai
Aaj tu sab kuchh bula ke jhoom

Dhoom MachaLe... (repeats)

Dhoom Dhoom, jism-o-jaan mein
Dhoom Dhoom, ho jahaan mein
Dhoom Dhoom, josh woh bhar ja

Dhoom Dhoom, Har zubaan pe
Dhoom Dhoom, Zikr tera
Dhoom Dhoom, aisa kuchh kar ja

Ho Dhoom sharara
Dhoom ishara
Dhoom o yaara
Dhoom dobaara
Aaja dil se dil milake jhoom...

Dhoom Machale...
(Whack it, Rock it
You ready to party!)
Dhoom Machale...

Karna fikar tu kal ki
Lutf le aaj ka
Zindagi hai bas do pal ki
Ek ek pal chura
Jee bhar ke jee le, jee le
Gham dhuein mein uda
Dhoom macha macha macha...

Dhoom Machale.... 


Other songs from the same movie, Dhoom 3.
  1. Dhoom Machale Dhoom Title - Aditi Singh Sharma
  2. Dum Malang Malang Dum - Shilpa Rao, Siddharth Mahadevan
  3. Tu Hi Junoon - Mohit Chauhan
  4. Bande Hain Hum Uske - Shivam Mahadevan, Anish Sharma
 

You're here: Home › 


  1. Dhoom Machale Dhoom Title - Aditi Singh Sharma
  2. Dum Malang Malang Dum - Shilpa Rao, Siddharth Mahadevan
  3. Tu Hi Junoon - Mohit Chauhan
  4. Bande Hain Hum Uske - Shivam Mahadevan, Anish Sharma

Tuesday, September 3, 2013

You're here: Home › 
› Tere Humsafar Git Hain Tere



Song: Tere Humsafar Git Hain Tere
Movie: Dharam Karam
Singer(s): Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mukesh

Tere humsafar git hain tere, git hee toh jivan mit hain tere
Nagme pyar ke too gaye ja, gaye ja aaur muskuraye ja

Sundarata kee o shehajadee, husn kee dewee aye murat khamoshee kee
Itanee pyaree surat ley ke kash ke too bhee mere sur me ga sakatee
Har dil ko divana too bana detee janeman

Mere humdam mere sathee, teree dhun me kya jadu hain kya janey
Gungunane lage dil ke wirane dekho naa

Git suna ke saj bajake, pal do pal ko dukhiyo kaa dil bahla de
Koyee kam kar gaye, ham toh yeh janey duniya me

View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Tere Humsafar Git Hain Tere



Song: Tere Humsafar Git Hain Tere
Movie: Dharam Karam
Singer(s): Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mukesh

Tere humsafar git hain tere, git hee toh jivan mit hain tere
Nagme pyar ke too gaye ja, gaye ja aaur muskuraye ja

Sundarata kee o shehajadee, husn kee dewee aye murat khamoshee kee
Itanee pyaree surat ley ke kash ke too bhee mere sur me ga sakatee
Har dil ko divana too bana detee janeman

Mere humdam mere sathee, teree dhun me kya jadu hain kya janey
Gungunane lage dil ke wirane dekho naa

Git suna ke saj bajake, pal do pal ko dukhiyo kaa dil bahla de
Koyee kam kar gaye, ham toh yeh janey duniya me


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Tere Hontho Ko Teree Lalee Ko



Song: Tere Hontho Ko Teree Lalee Ko
Movie: Deedar (1970)
Singer(s): Mukesh

Tere hontho ko teree lalee ko, tere yauvan kee hariyalee ko
Teree angdayee me mila du, bolo toh git bana du
Tere hontho ko.........

Julfo key aawara sawan me tere ang ang key darshan me
Tere mann key kore darpan me apnee tasvir saja du
Bolo toh git bana........

Palko key tirchhe kone ko tere rup key mast khilaune ko
Tere gaharile rang salone ko ik aisee girah laga du
Bolo toh git bana........

Bindiya kee chanchal chitwan se banho key khanakte kangan se
Payal kee jhanaktee jhan jhan se apnee aawaj mila du
Bolo toh git bana........


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Teraa Meraa Pyar Koyee Aaj Kal Kee



Song: Teraa Meraa Pyar Koyee Aaj Kal Kee
Movie: Dada
Singer(s): Mukesh, Usha Khanna

Teraa meraa pyar koyee aaj kal kee toh bat nahee
Teraa meraa sath koyee char din kaa toh sath nahee
Hamesha se hai aur hamesha rahega - (2)

Sun ai hasina hatho se mere daman ko chhudana achha nahee hai
Najuk labo ko danto key neeche aise dabana achha nahee hai
Teraa meraa pyar koyee........

Aakir pasina mathe peh kyon hai kyon kanpate hain palako key saye
Chanchal javanee khamosh kyon hai kya sochatee hai gardan jhukaye
Teraa meraa pyar koyee........

Hamesha se hai aur hamesha rahega, teraa meraa pyar koyee........


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Sat Ajube Iss Duniya Me Aathavee Apnee Jodee



Song: Sat Ajube Iss Duniya Me Aathavee Apnee Jodee
Movie: Dharam Veer
Singer(s): Mohammad Rafi, Mukesh

Sat ajube iss duniya me aathavee apnee jodee
Sat ajube iss.......
Are tode se bhee tute naa yeh dharam vir kee jodee
Ho ho ho..... - (3)
Sat ajube iss.......
Are tode se........

Koyee tujhko de aavaj toh mai bolu
Koyee tujhe pukare toh mai lab kholu
Kya jina aur kya mar jana, aisa hota hai yarana
Arey chhodee yaro ne duniya par yar kee banh naa chhodee
Ho ho ho..... - (3)

Yeh ladkee hai ya resham kee dor hai
Kitna gussa hai kitanee munhajor hai
Dheela chhod naa dena hans ke, rakhna dost lagam kas ke
Are mushkil se kabu me aaye thodee dhil jo chhodee
Ho ho ho..... - (3)
Sat ajube iss........
Are tode se.....
Aa aa aa.......

Dukh sukh ke ham sathee hain yeh vada hai
Aana jo kuchh hai sab aadha adha hai
Jo yeh sachcha vada hai, toh sab kuch aadha aadha hai toh
Are ranee man se mujhko bhee mamta mil jaye thodee
Aa aa aa.......
Sat ajube iss........ - (2)
Are tode se.......
Ho ho ho....... -3
Aa aa aa........


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Saal Mubaarak Saaheb Ji


Song: Saal Mubaarak Saaheb Ji
Movie: Do Jasoos (1975)
Singer(s): Mohammad Rafi, Mukesh

Saal mubaarak saaheb ji - (2)

Lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke - (2)
Ke saal bhar isaka nasha rahega, (jo aaj piye pita sada rehega -2)
Saal mubaarak saaheb ji - (2)

Apane chehare se parda hataao, roshani se nigaahein milaao
Chaand ki duriya tay huyi hai, ek duje ke najdik aao
Saal mubaaraj paapa ji, saal mubaarak kaaka ji
Lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke
Ke saal bhar isaka nasha rahega
Aur jo aaj hase, hase (jo aaj hase hasata sada rahega -2)
Saal mubaarak saaheb ji - (2)

Bhulkar apane ghum ki khaani, sab mein mil jaao ke jaise paani
O chaar din ki hai yeh jindagaani, isame bhar lo re bhar lo jawaani
Saal mubaarak saaheb ji - (2)
Lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke
Ke saal bhar isaka nasha rahega
Jo aaj mile mile (jo aaj mile milata sada rahega -2)
Saal mubaarak saaheb ji - (2)

Hamse waaqib hai saara jamaana, naam kya hai kisine na jaana
Ham logo ke bigade banaana yaar dhandha hai apana puraana
Kaam bataana saaeb ji, bhul na jaana saaheb ji
Lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke
Ke saal bhar isaka nasha rahega
Aur jo aaj gaayega gaata sada rahega - (2)
Saal mubaarak saaheb ji - (2)
Lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke
Ke saal bhar isaka nasha rahega
Jo aaj piye pita sada rahega - (2)


View all songs lyrics of Mukesh.

Monday, September 2, 2013

You're here: Home › 
› Mujhe Kehte Hain Kallu Kavval


Song: Mujhe Kehte Hain Kallu Kavval
Movie: Dulha Dulhan
Singer(s): Mukesh, Sudha Malhotra

Mujhe kehte hain
Mujhe kehte hain kallu kavval, kallu kavval
Kee tera mera tera mera sath rahega

Mai hu thumaree toh too hai kayal
Tera mera tera mera sath rahega
Ho mujhe kehte hain.......

Raja mai gito kaa too sur kee ranee, too sur kee ranee
Ga ke sunaye ham apnee kahanee, apnee kahanee
Too mere gito kee hai jindaganee, tere gito me
Tere gito me hai woh kamal o kallu kavval
Tera mera.......

Surat sey pehchane mujhko jamana, mujhko jamana
Aavara chhaliya anadee divana, anadee divana
Kaisa hu dil kaa kisee ne naa jana, nahee duniya me
Nahee duniya me teree misal o kallu kavval
Tera mera.........


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Mujhe Dard Rehta Hai


Song: Mujhe Dard Rehta Hai
Movie: Dus Numbri
Singer(s): Mukesh, Lata Mangeshkar

Mujhe dard rehta hai, dil me dard rehta hai, achha
Mujhe bhuk nahee lagtee, mujhe pyas nahee lagtee, bapre
Sara din tadaptee hu, saree rat jagatee hu
Janey kya huwa mujhko, koyee de dawa mujhko
Mujhe dard rehta hai, dil me dard rehta hai
Mujhe bhuk nahee lagtee, mujhe pyas nahee lagtee
Sara din tadaptee hu, saree rat jagti hu
Janey kya huwa mujhko, koyee de dawa mujhko
Mujhe dard rehta hai, dil me dard rehta hai
Toh haree nam ko jap ke gangajal pee lena
Arey toh haree nam ko jap ke gangajal pee lena
Pee kar phir aaram sey janee jug jug jee lena
Yadee phir bhee naa mile tujhe aaram
Toh raksha kare teree siyaram
Siyaram.......

Teree dillagee hai hai hai, ek aankh naa bhaye bhaye bhaye - (2)
Mujhe rog bharee hai hai hai, teree bekararee hai hai hai
Jab dil dhadakta hain jaise dank lagta hai
Jiya talmalata hain rab yad aata hai
Teree dillagee hai ek aankh naa bhaye
Hai bura aankh kaa rog sundari sudh iskee lena - (2)
Surma bandh sham saver lena
Yadee phir bhee ho wahee subaho sham
Toh raksha kare teree siyaram
Siyaram.......

Hey ram kya hoga najam kya hoga
Aawaj du kisko koyee tham le mujhko
Bechain phirtee hu uthatee hu giratee hu
Ek sans aatee hai ek sans jatee hai
Hey ram kya hoga najam kya hoga
Arey jatadharee ke nam balike ek irassee lena - (2)
Aur gale me phanda dalke har dukh sey muktee lena
Yadi phir bhee naa bane tera kam
Toh raksha kare teree siyaram
Siyaram.......

Nahee maut bhee aatee tujh sey hai ghabratee - (2)
Mai kya buree aisee janu kya mai pardesee
(Arjun -4 mere arjun arjun) - (2)
Rahee jo yahee uljhan toh ban jaungee jogan
Abhee jake bajar rey bhagwa chunree le aana - (2)
Yadi phir bhee too phire dil ko tham
Toh raksha kare teree siyaram
Siyaram..........

Mujhe dard rehta hai, dil me dard rehta hai, siyaram
Mujhe bhuk nahee lagtee, mujhe pyas nahee lagtee, siyaram......


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Matee Kaa But Bha Gaya


Song: Matee Kaa But Bha Gaya
Movie: Do Dil
Singer(s): Suraiya, Mukesh

Matee kaa but bha gaya - (2)
Dil hee toh hai aa gaya - (2)
O jee
Dil ko yeh kya ho gaya - (2)
Bas me jo tha kho gaya - (2)
O ho jee

Ek dil tera ek mera dono mil jaye - (2)
Dhire dhire bol -2 kahee jag kee aankh me naa aaye
Najaro me jo aa gaya - (2)
Sambhale naa sambhala gaya - (2)
O jee

Do din abb mora jiya nahee lage kit jau - (2)
Goree tohe palako kee iss dar peh mai naum dikhau - (2)
Chot woh dil kha gaya - (2)
Sambhale naa sambhala gaya - (2)
O jee


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Mana Kee Tere Pyar Me Rusavayiya Toh Hain



Song: Mana Kee Tere Pyar Me Rusavayiya Toh Hain
Movie: Dil Sachcha Chehra Jhootha
Singer(s): Mukesh

Mana kee tere pyar me rusavayiya toh hain
Rusavayiyo se pyar ho hamko toh kya kare
Mana kee tere pyar.........

Arman bujhe bujhe se hain sanse dhuan dhuan
Ham toh bharee bahar me tanha rahe yaha
Tanahayiyo se pyar ho hamko toh kya kare
Mana kee tere pyar.........

Hamko milee nasib se kya kub yeh kushi
Parachhayiyo kee chhanv me bhatake yeh jindagee
Parachhayiyo se pyar ho hamko toh kya kare
Mana kee tere pyar........


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Kya Khub Lagtee Ho, Badee Sundar Dikhtee Ho



Song: Kya Khub Lagtee Ho, Badee Sundar Dikhtee Ho
Movie: Dharmatma
Singer(s): Kanchan, Mukesh

Kya khub lagtee ho, badee sundar dikhtee ho - (2)
Phir se kaho, kehte raho, achchha lagta hai
Jivan kaa har sapna abb sachcha lagta hai
Kya khub lagtee ho, badee sundar dikhtee ho - (2)

Tarif karoge kab tak, bolo kab tak
Mere sine me sans rahegee jab tak
Kab tak mai rahungee mann me, ha mann me
Suraj hoga jab tak nile gagan me
Phir se kaho, kehte raho, achchha lagta hai
Jivan kaa har sapna abb sachcha lagta hai
O, kya khub lagtee ho, badee sundar dikhtee ho

Tum pyar se pyaree ho, tum jan hamaree ho
Oh oh oh oh.......
Khush ho naa mujhe tum pakar, mujhe pakar
Pyase dil ko aaj mila hai sagar
Kya dil me hai aur tamanna, hai tamanna
Har jivan me tum meree hee balma
Phir se kaho, kehtee raho, achchha lagta hai
Jivan kaa har sapna abb sachcha lagta hai
O, kya khub lagtee ho, badee sundar dikhtee ho
Tum pyar se pyare ho, tum jan hamaree ho - (2)
Mm hm hm hm hm hm...........

View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Kushi Ki Vo Raat Aa Gayi Koyi Git Jagane Do



Song: Kushi Ki Vo Raat Aa Gayi Koyi Git Jagane Do
Movie: Dharti Kahe Pukar Ke
Singer(s): Mukesh

Kushi ki vo raat aa gayi koyi git jagane do
Gaao re jhuum-jhuum - 2
Kahin koyi kaanta lage jo pag mein to lagane do
Naacho re jhuum-jhuum - 2

Aaj hansuun main itana ki meri aankh lage rone
Aaj main itana gaayuun ki man mein dard lage hone
O maze mein savere talaq yahi git bajane do
Naacho re jhuum

Dhuul huun main vo pavan basanti kyon mera sang dhare
Meri nahin to aur kisi ki paiya mein rang bhare
O do nainon mein aansuu liye dulhaniya ko sajane do
Naacho re jhuum

View all songs lyrics of Mukesh.

Sunday, September 1, 2013

You're here: Home › 
› Kaagaz Ki Meri Naav Aur Duur Kinaara Hai



Song: Kaagaz Ki Meri Naav Aur Duur Kinaara Hai
Movie: Do Dil
Singer(s): Suraiya, Mukesh

Kaagaz ki meri naav
Kaagaz ki meri naav aur duur kinaara hai - 2
Is dolati nayiya ka - 2
Ab kaun sahaara hai
Kaagaz ki meri naav aur duur kinaara hai
Kaagaz ki meri naav

Aansu bhi chhalakate hain aur gam ki ghataayein hain - 2
Aavo meri aankhon mein - 2
Saawan ka nazaara hai
Is dolati nayiya ka - 2
Ab kaun sahaara hai
Kaagaz ki meri naav aur duur kinaara hai
Kaagaz ki meri naav

Hamane teri aankhon mein ek duniya basaayi thi - 2
Jab tum hi phire hamase phir kaun hamaara hai
Is dolati nayiya ka ab kaun sahaara hai
Kaagaz ki meri naav aur duur kinaara hai
Kaagaz ki meri naav


View all songs lyrics of Mukesh.