Song: O mama o mama
Movie: 7 Khoon Maaf
Singer(s): K.K & Clinton Cerejo

O mama O mama
O mama O mama
Dil se hi ab sochta hai dil mera, O mama O mama
Sar ko aksar nochta hai dil mera, O mama O mama
Ab khair toh nahin, koi bair toh nahin
Dushman jiye mera, woh bhi gair toh nahi
Jo dil gaya gaya
O'mama, o'mama

O mama, kanche maare
Billi jaisi, aankhon wali
Ik myaun si ladki
O mama O mama
Unghe kabhi, sunghe kabhi
Jhanke kabhi, aaun kabhi
Kabhi jaaun si ladki
O mama O mama

Aise dabe paon aaye woh ki chaap na ho
O mama O mama
Khwaab mein mil jaaye lekin woh khwaab na ho
O mama O mama
Umeed toh nahin phir bhi umeed ho
Koi toh iss tarah, aashiq shaheed ho
Koi gaya gaya
O mama O mama

O mama, kanche maare
Billi jaisi, aankhon wali
Ik myaun si ladki
O mama O mama
Unghe kabhi, sunghe kabhi
Jhanke kabhi, aaun kabhi
Kabhi jaaun si ladki
O mama O mama, O mama..



Other songs from the same movie, 7 Khoon Maaf.
  1. Awaara Awaara
  2. Bekaraan Hai Bekaraan
  3. Darling Aankhon Se Aankhein Chaar Karne Do
  4. Dil Dil Hai
  5. Darling Aankhon Se Aankhein Chaar Karne Do 2
  6. O mama o mama
  7. Tere liye Lafzon mein
  8. Ho Yeshu