You're here: Home › 
› Raat Aur Din Diya Jale


Song: Raat Aur Din Diya Jale
Movie: Raat Aur Din
Singer(s): Mukesh

Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai - (2)
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mile jivan ujiyara hai,
Raat aur din......

Pag pag man mera thokar khaye, chand suraj bhi raah na dikhaye - (2)
Aisa ujyala koi man me samaye, jisase piya ka darshan mil jaye,
Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai,
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai,
Raat aur din......

Gehara ye bhed koi muzako bataye, kisane kiya hai muzper annyay - (2)
Jisaka ho dikh o sukh nahi paye, joat diye ki tuze ghar ko sajay,
Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai - (2)
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai,
Raat aur din......

Khud nahi janu dhunde kisako najar, kon disha hai meri man ki dagar - (2)
Itana ajab ye dil ka safar, nadiyan me aaye jaye jaise lehar,
Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai - (2)
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai,
Raat aur din.....


View all songs lyrics of Mukesh.