You're here: Home ›
Mukesh › Raat Aur Din Diya Jale
Song: Raat Aur Din Diya Jale
Movie: Raat Aur Din
Singer(s): Mukesh
| Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai - (2) |
| Jane kaha hai wo sathi, tu jo mile jivan ujiyara hai, |
| Raat aur din...... |
| Pag pag man mera thokar khaye, chand suraj bhi raah na dikhaye - (2) |
| Aisa ujyala koi man me samaye, jisase piya ka darshan mil jaye, |
| Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai, |
| Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai, |
| Raat aur din...... |
| Gehara ye bhed koi muzako bataye, kisane kiya hai muzper annyay - (2) |
| Jisaka ho dikh o sukh nahi paye, joat diye ki tuze ghar ko sajay, |
| Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai - (2) |
| Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai, |
| Raat aur din...... |
| Khud nahi janu dhunde kisako najar, kon disha hai meri man ki dagar - (2) |
| Itana ajab ye dil ka safar, nadiyan me aaye jaye jaise lehar, |
| Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai - (2) |
| Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai, |
| Raat aur din..... |
View all songs lyrics of Mukesh.