You're here: Home ›
Mukesh › Socha Tha Pyaar Hum Na Karenge
Song: Socha Tha Pyaar Hum Na Karenge
Movie: Bluff Master (1963)
Singer(s): Mukesh
| (Socha tha pyaar hum na karenge, surat pe yaar hum na marenge |
| Phir bhi kisi pe dil aa gaya) - (2) |
| Socha tha pyaar hum na karenge |
| Bahot khaak duniya ki chhani ki hamane - (2) |
| Abb tak kisi ki na maani thi hamane - (2) |
| Dhoke mein dil kaise aa gaya |
| Socha tha pyaar hum na karenge, surat pe yaar hum na marenge |
| Phir bhi kisi pe dil aa gaya, socha tha pyaar hum na karenge |
| Agar dil na dete bada naam karate - (2) |
| Magar pyaar se bada kaam karate - (2) |
| Dil ko yahi kaam bha gaya |
| (Socha tha pyaar hum na karenge, surat pe yaar hum na marenge |
| Phir bhi kisi pe dil aa gaya) - (2) |
| Socha tha pyaar hum na kareng |
View all songs lyrics of Mukesh.