You're here: Home ›
Mukesh › Sawan Ka Mahina Pawan Kare Sor
Song: Sawan Ka Mahina Pawan Kare Sor
Movie: Milan
Singer(s): Lata Mangeshkar, Mukesh
| Hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm............. |
| Sawan ka mahina, pawan kare sor |
| Sawan ka mahina, pawan kare shor |
| Amm hmm, pawan kare sor, pawan kare shor |
| Arey baba shor nahin, sor, sor, sor |
| Pawan kare sor, haan...... |
| Jiyara re jhume aise, jaise banama naache mor |
| (Sawan ka mahina, pawan kare sor |
| Jiyara re jhume aise, jaise banama naache mor) - (2) |
| (Raama gajab dhaaye yeh purwaiyya |
| Naiyya sambhalo kit khoye ho khiwaiyya) - (2) |
| Hoy purwaiya ke aage chale naa koyi jor |
| Jiyara re jhume aise, jaise banama naache mor |
| O o o..... sawan ka mahina, pawan kare sor |
| Jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor |
| (Maujawa kare kya jaane hamko isaara |
| Jaana kaha hai puchhe nadiyaa ki dhaara) - (2) |
| Marji hai tumhari le jaao jis or |
| Jiyara re jhume re aise re jaise banama naache mor |
| O o o..... sawan ka mahina, pawan kare sor |
| Jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor |
| (Jinake balam bairi gaye hain bideswa |
| Aaye hain leke unake pyaar ka sandeswa) - (2) |
| Kaari matwaari ghataaye ghan ghor |
| Jiyara re jhume aise jaise banama naache mor |
| Sawan ka mahina, pawan kare sor |
| Jiyara re jhume aise, jaise banama naache mor |
| Jiyara re jhume re aise re jaise banama naache mor |
View all songs lyrics of Mukesh.