| Sabse bada naadaan wohi hai jo samjhe naadaan mujhe |
| Sabse bada naadaan wohi hai jo samjhe naadaan mujhe |
| Kaun kaun kitne pani mein sabki hai pehchaan mujhe |
| Sabse bada naadaan wohi hai jo samjhe naadaan mujhe |
| Kaun kaun kitne pani mein sabki hai pehchaan mujhe |
| Sabse bada naadaan wohi hai |
| Daulat hai tere kadmon mein kismat hain tere hathon mein |
| Khushiyan hai teri palkon mein masti hain teri aankhon mein |
| Sab kuchh tujhko malik ne diya mein tujhko kya de sakta hoooon |
| Ek roop ko bhent ki rishwat se na lagta hai apmaan mujhe |
| Kaun kaun kitni pani mein sabki hai pehchaan mujhe |
| Sabse bada naadaan wohi hai |
| Koi shaan ki khatir paise ko pani ki tarah bahaata hai |
| Kahin bin kimat malik ka diya pani paise se bikta hai |
| Is sabha ke sunder cehron se raunak to badhti hai lekin |
| Raunak wale chehron ke pichhe mile hain dil sunsaan mujhe |
| Kaun kaun kitni pani mein sabki hai pehchaan mujhe |
| Sabse bada naadaan wohi hai |
| Dharam karam sabhita mariyada nazar na aai mujhe kahin |
| Geeta gyaan ki baatein dekho aaj kisi ko yaad nahin |
| Maaf mujhe kar dena bhaiyon jhuthh nahi main bolungaa |
| Wohi kahoonga aap se jo geeta se mila hai gyaan mujhe |
| Kaun kaun kitni pani mein sabki hai pehchaan mujhe |
| Sabse bada naadaan wohi hai jo samjhe naadaan mujhe |
| Kaun kaun kitne pani mein sabki hai pehchaan mujhe |
| Sabse bada naadaan wohi hai |
Showing posts with label Sabse Bada Nadaam Wohi Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Sabse Bada Nadaam Wohi Lyrics. Show all posts
Tuesday, September 3, 2013
at 5:21 AM
You're here: Home ›
Mukesh › Sabse Bada Nadaam Wohi
Song: Sabse Bada Nadaam Wohi
Movie: Pehchaan
Singer(s): Mukesh
View all songs lyrics of Mukesh.
at 5:19 AM
You're here: Home ›
Mukesh › Sabse Bada Nadaam Wohi
Song: Sabse Bada Nadaam Wohi
Movie: Pehchaan
Singer(s): Mukesh
| Sabhi sukh dur se gujare gujarate hi chale jaye |
| Magar pida umar bhar sath chalane ko utaru hai |
| Sabhi dukh dur se gujare |
| Hamara dhup me ghar chhanv ki kya bat jane ham |
| Abhi tak toh akele hi chale kya sath jane ham |
| Bata de kya ghutan ki ghatiya kaisi lagi hamako |
| Sada nanga raha aakash kya barasat jane ham |
| Bahare dur se gujare guzjrati hi chali jaye |
| Magar patajhad umar bhar sath chalane ko utaru hai |
| Sabhi dukh dur se gujare |
| Atari ko dhara se kis tarah aawaz de de ham |
| Menhadiya panv ko kyon dur ka andaaz de de ham |
| Chale shamashan ki dehari wahi hai sath ki sangya |
| Baraf ke ek but ko aastha ki aanch kyon deiham |
| Hame apane sabhi bisare bisarate hi chale jaye |
| Magar sudhiyan umar bhar sath chalane ko utaru hai |
| Sabhi dukh dur se gujare |
| Sukho ki aankh se toh banchana aata nahi hamako - 2 |
| Chale chalate rahe umar bhar ham pir ki rahe |
| Sukho ki laj se dhanpana aata nahi hamako |
| Nihore dur se gujare gujarate hi chale jaye |
| Magar anaban umar bhar sath chalane ko utaru hai |
| Sabhi dukh dur se gujare |
View all songs lyrics of Mukesh.