Hindi Songs Lyrics

Showing posts with label Movie R. Show all posts
Showing posts with label Movie R. Show all posts

Friday, May 17, 2013

You're here: Home › 
› Raanjhanaa



Song: Raanjhanaa
Movie: Raanjhanaa
Singer(s): Jaswinder Singh and Shiraz Uppal

O...
Aaja aaja dil ke gaaon
Raahein dekhe koi
Jaagegi phir kismat sohne
Jaagegi phir kismat sohne
Thi ab tak jo soyi...

Hua chaaron ore shehnaai shor
Tu meri ore chal nikla
Chadhi prem lor, O dil ke chor
Kar meri bhor, ab mukh dikhla

Raanjhanaa hua main tera
Kaun tere bin mera
Rounaqein tumhi se meri
Kaun tere bin mera
O.. kaun tere bin mera

Tan thirke thirke
Man behke behke
Tera kehke kehke khudko
Mere dil ki baat jaane qaaynaat
Tere dil ki khabar bas mujhko

Aaana baatein pyaar ki laana
Aana thoda pyaar jataana
Raanjhanaa hua main tera
Kaun tere bin mera

Tera hai chaar chauphera
O.. kaun tere bin mera

Hua chaaron ore shehnaai shor
Tu meri ore chal nikla
Chadhi prem lor, O dil ke chor
Kar meri bhor, ab mukh dikhla

Other songs from the same movie, Raanjhanaa. 
  1. Raanjhanaa Hua Main Tera - Jaswinder Singh and Shiraz Uppal
  2. Tum Tak - Javed Ali, Pooja AV, Keerthi Sagathia
  3. Tu Mun Shudi - Rabbi Shergill, AR Rahman
  4. Banarasiya haaye Banarasiya - Shreya Ghoshal, Meenal Jain, Anwesha Datta Gupta
  5. Tohe Piya Milenge - Sukhwinder Singh, Kmmc Sufi Ensemble
  6. Ay Sakhi - Madhushree, Chinmayi, Vaishali, Aanchal Sethi
  7. Nazar Laaye Naa - Rashid Ali, Neeti Mohan
  8. Aise Na Dekho - Rashid Ali, Neeti Mohan
  9. Piya Milenge - Rashid Ali, Neeti Mohan

You're here: Home › 




Raanjhana, starring the film stars Tamil actor Dhanush and Sonam kapoor in the lead roles and Abhay Deol as their partner is a Bollywood Hindi Romantic Drama that is written by Himanshu Sharma and directed by Anand L. Rai who has directed the highly successful film of 2011, Tanu Weds Manu. It is produced by Eros International.

A.R Rahman, the great and genius Indian musician has composed the soundtrack of Raanjhana and the background score. The soundtrack has about nine original songs. In this project, Irshad Kamil is the lyricist partner of A.R Rahman who has written many great tracks. Rahman has focussed on folk classical genre so as to bring out the fascination of Benaras through music as this movie is plotted there.

The composer has also used the sound of shehnai in almost all the songs so as to give tribute to Ustad Bismillah Khan. The composition of soundtrack album was completed by late March 2013. That album of the soundtrack has been released on the co-branding of the titles Sony Music and Eros Music. The music rights were attained for US $1.1 million.

 
  1. Raanjhanaa Hua Main Tera - Jaswinder Singh and Shiraz Uppal
  2. Tum Tak - Javed Ali, Pooja AV, Keerthi Sagathia
  3. Tu Mun Shudi - Rabbi Shergill, AR Rahman
  4. Banarasiya haaye Banarasiya - Shreya Ghoshal, Meenal Jain, Anwesha Datta Gupta
  5. Tohe Piya Milenge - Sukhwinder Singh, Kmmc Sufi Ensemble
  6. Ay Sakhi - Madhushree, Chinmayi, Vaishali, Aanchal Sethi
  7. Nazar Laaye Naa - Rashid Ali, Neeti Mohan
  8. Aise Na Dekho - Rashid Ali, Neeti Mohan

You're here: Home › 
› Bairiyan O Bairiya



Song: Bairiyan O Bairiya
Movie: Ramaiya Vastavaiya
Singer(s): Atif Aslam, Shreya Ghoshal

Re baandhe, re baandhe, re baandhe
Aise mohe baandhe
Haan mohe baandhe wo nainon ki dor se
Hai yeh pyaar kaisa
Iska raaz hai kya, bol de
Keh bhi de..

Kabhi sakoon, kabhi laage bala hai
Kabhi duaa, kabhi laage hala hai
Nainon se yeh kya ho chala hai
Bariyan o bairiya, mujhe sataa na bairiya
Bariyan o bairiya, mujhe sataa na bairiya

Kaisi yeh peer jo raatein jaage
Taaron ko chhaante re
Kaisi yeh peer jo raatein jaage
Raatein jaage aur taaron ko chhaante re

Palkon ki dibiyon mein rehte
Khwaab hai udne ko kehte
Haathon se chhoota, chhoota chala hai jiya...
Bairiya...
Bairiyan o bairiya mujhe sataa na bairiya

Udne lagi hai khamoshi se
Baaton ki parchiyaan
Udne lagi hai khamoshi se, khamoshi se
Baaton ki parchhiyaan

Hone lagi aadhi aadhi
Aankhon se hi kai baatein
Saansein jalaaye ishq ki sardiyaan
Bairiya...
Bairiyan o bairiya, mujhe sata na bairiya

Bairiya o bairiya, mujhe sata na bairiya
Kabhi duaa kabhi kabhi hala
Bairiya o bairiya... Bairiya...


Other songs from the same movie, Ramaiya Vastavaiya. 
  1. Jeene Laga Hoon - Atif Aslam, Shreya Ghoshal
  2. Bairiyan O Bairiya - Atif Aslam, Shreya Ghoshal
  3. Rang Jo Lagyo - Atif Aslam, Shreya Ghoshal
  4. Jaadu Ki Jhappi - Mika Singh, Neha Kakkar
  5. Hip Hop Pummy - Mika Singh, Neha Kakkar
 

Monday, May 13, 2013

You're here: Home › 
› Jeene Laga Hoon



Song: Jeene Laga Hoon
Movie: Ramaiya Vastavaiya
Singer(s): Atif Aslam, Shreya Ghoshal

Jeene laga hoon, pehle se zyada
Pehle se zyada, tumpe marne laga hoon

Main mera dil aur tum ho yahaan
Phir kyun ho palkein jhukaye wahaan
Tum sa haseen pehle dekha nahin
Tum is.sey pehle thhe jaane kahaan
Jeene laga hoon pehle se zyada
Pehle se zyada tumpe marne laga...
hmmmmm... ho..

Rehte ho aake jo tum paas mere
Tham jaaye pal yeh wahin
Bas main yeh sochun...

Sochun main tham jaaye pal yeh
Paas mere jab ho tum... (x2)

Chalti hai saansein, pehle se zyada
Pehle se zyada, dil theharne laga...
Hmmmmm... ho...

Tanhaaiyon mein tujhe dhoonde mera dil
Har pal yeh tujhko hi, soche bhala kyun

Tanhaai mein dhoonde tujhe dil
Har pal tujhko soche (x2)

Milne lage dil, pehle se zyada
Pehle se zyada, ishq hone laga..
Hmmmm... ho...


Other songs from the same movie, Ramaiya Vastavaiya.
  1. Jeene Laga Hoon - Atif Aslam, Shreya Ghoshal
  2. Bairiyan O Bairiya - Atif Aslam, Shreya Ghoshal
  3. Rang Jo Lagyo - Atif Aslam, Shreya Ghoshal
  4. Jaadu Ki Jhappi - Mika Singh, Neha Kakkar
  5. Hip Hop Pummy - Mika Singh, Neha Kakkar
 

You're here: Home › 


Ramaiya Vastavaiya is the acting debut of the actor Girish Kumar, son of the producer, Kumar Taurani who is acting opposite to Shruti Hassan. It is a Prabhudheva film who has shifted the gears to Sachin-Jigar who has composed all the songs for this movie. Priya Panchal has written the lyrics for songs of this movie very beautifully.

The music album of Ramaiya Vastavaiya has six tracks in total and the composer duo Sachin and Jigar has given the elements of fun and love in the songs. To sum up we can say that romantic songs are the highlights for the album of this movie. The first track Jeene Laga Hoon by Atif Aslam and Shreya Ghoshal has been sung beautifully. It has a pure romantic touch. Hip Hop Beat is the next one which is a dance number. Another one, Bairiya, a romantic number, again team up by Atif and Shreya.

Rang Lagyo is the magic number weaved by Atif and Shreya again.  Peecha Chutha is a happy track by Mohit Chauhan. Jadoo Ki Jhappi, an item number ends the album. Music album scores average with a high point being romantic numbers. 
  1. Jeene Laga Hoon - Atif Aslam, Shreya Ghoshal
  2. Bairiyan O Bairiya - Atif Aslam, Shreya Ghoshal
  3. Rang Jo Lagyo - Atif Aslam, Shreya Ghoshal
  4. Jaadu Ki Jhappi - Mika Singh, Neha Kakkar
  5. Hip Hop Pummy - Mika Singh, Neha Kakkar

Saturday, December 22, 2012

Song: Allah Duhai Hai
Movie: Race 2
Singer(s): Atif Aslam

Ik baar nahi ye dil sau baar hai toota..
Muskurate huey chehre chhupaye huey hai raaz hehre
Yahaan toh har chehra hai jhoota
Allah duhai hai phir bewafari hai
Mushqil rihaai hai, haan tere pyar me
Allah duhai hai phir bewafari hai
Mushkil rihaai hai, haan tere pyar me



Other songs from the same movie, Race 2. 
  1. Party on my mind
  2. Be Intehaan
  3. Mujhe To Teri Lat Lag Gayi Lag Gayi
  4. Allah Duhai Hai

Song: Mujhe To Teri Lat Lag Gayi Lag Gayi
Movie: Race 2
Singer(s): Benny Dayal, Shalmali Kholgade

Beimaan, Dil bada be-imaan
Hota nahi aasaan isey hai samjhana
Beimaan, Dil bada be-imaan
Tere liye shaitan
Meri naa ek maana

Dil jeete yaa main jeetu
Dekhungi dekhega tu
Lo dil se sharat lag gaye
Mujhe tto teri lat lag gayi, lag gayi
Zamaana kahe lat yeh ghalat lag gayi
Mujhe tto teri lat lag gayi, lag gayi
Zamaana kahe lat yeh galat lag gayi
Mujhe to teri aa aa aa aah yeah
Aaa aa aa aah yeah
Aahh aah aa aa Lat lag gayi
Mujhe toh teri aa aah aa aa yeh
Aa aa aa aah yeah..

Roku jitna utni bagawat ho
Lagta hai aisa haal-e-dil ki tum zaroorat ho (x2)

Mujhko bhi tu zaroori
Tu bhi nashein main poori
O kaisi yeh talab lag gayi

Mujhe to teri lat lag gayi, lag gayi
Zamaana kahe lat yeh ghalat lag gayi (x2)

Mujhe to teri aa aa aa aah yeah
Aaa aa aa aah yeah aah aa Lat lag gayi (x2)
Mujhe to teri

Ek tu, ek main, ek baat hui apni
Hairaan hai kyun saara jahaan
Jo raat hui apni (x2)

Mujhse tu aake mila
Toh yeh hua hai sila
Ki sau tohmat lag gayi

Mujhe toh teri lat lag gayi, lag gayi
Zamaana kahe lat yeh galat lag gayi (x2)

Mujhe to teri aa aa aa aah yeah
Aaa aa aa aah yeah aa aa aa Lat lag gayi (x2)
Mujhe to teri...


Other songs from the same movie, Race 2. 
  1. Party on my mind
  2. Be Intehaan
  3. Mujhe To Teri Lat Lag Gayi Lag Gayi
  4. Allah Duhai Hai

Song: Be Intehaan
Movie: Race 2
Singer(s): Atif Aslam, Sunidhi Chauhan

Suno na kahe kya suno na
Dil mera suno na, suno zara
Teri baahon me mujhe rehna hai raat bhar
Teri baahon me hogi subah

Be intehaan (be-inteha)
Be intehaan... hmmm
Yun pyaar kar (yun pyaar kar) Be intehaan
Dekha karun saari umar (saari umar)
Tere nishaan be-intehaan
Koi kasar naa rahe, meri khabar naa rahe
Chhu le mujhe is kadar be-intehaan

Jab saanson me teri saansen ghuli toh
Phir sulagne lage
Ehsaas mere mujhse kehne lage
Haa baahon me teri aake jahaan do
Yun simatne lage
Sailaab jaise koi behne lage
Khoya hoon main aagosh mein
Tu bhi kahaan ab hosh mein
Makhmali raat ki ho naa subah
Be intehaan, be-intehaan
Yun pyar kar be-inteha
hmmm...

Gustakhiyan kuch tum karo
Kuch hum kare iss tarah
Sharrma ke do saaye hain jo
Muh pher le hum se yahaan

Haan chhu toh liya hai ye jism tune
Rooh bhi choom le
Alfaaz bhige bhige kyun hai mere
Haan yun choor ho ke majboor ho ke
Qatra qatra kahe
Ehsaas bheege bheege kyun hain mere
Do bekhabar bheege badan
Ho besabar bheege badan
Le rahe raat bhar angdaiyaan

Be inteha, be inteha
Yun pyar kar, be inteha
Dekha karoon saari umar
Tere nishan, be-intehaan
Koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
Chhu le mujhe is kadar be-intehaan



Other songs from the same movie, Race 2. 
  1. Party on my mind
  2. Be Intehaan
  3. Mujhe To Teri Lat Lag Gayi Lag Gayi
  4. Allah Duhai Hai

Friday, November 23, 2012

Song: Party on my mind
Movie: Race 2
Singer(s): KK, Yo Yo Honey Singh, Shefali Alvares

Maine pehne party shoes
Gonna let my body loose
Karli hai thodi booze
Let's party on my mind
Hai horsey horsey ride
Cause Saturday hai night
Aur music bhi hai right
Let's party on my mind mind mind...

Yun karte party-sharty ae o aa ae ai o
Jaise ho pehli bari ae o aa ae ai
Saansein thak jaayen jo kehle chal ghar let go
Chilla chilla kehdo ae o aa ae ai
Masti ki kholo khidki ae o aa ae ai o
Jaise parwaah na kal ki ae o aa ae ai
Kadmo ko khidki do haathon ko upar lo
Aankhen do band karlo ai o aa ai ai

Maine pehne party shoes
Gonna let my body loose
Karli hai thodi booze
Let's party on my mind
Hai horsey horsey ride
Cause Saturday hai night
Aur music bhi hai right
Let's party on my mind

Yo Yo Honey Singh Rap
Pa pa party Aaj ki Raat
Soni soni kudiyan mere saath
Daru manga lo mere yaaron banegi baat
Saari raat karenge booze
Gonna take you on my cruise
Pehen le apne party shoes
(You can't refuse)

Aaj raat ko teri aur meri
Mulaqaat meri na bolegi ki
Woh bas chhup kar, thoda ruk kar
Maar tequila thodi thodi
Disco me ae kudi karodi
Gat gat gat right pee gayi saari
Sar pe chadh gayi ho gayi load
Come come baby let's go party

Meri aankhon me hai bling
Aur dil ko lag gayi wing
Baby I'm just gonna sing
Let's party on my mind
Karti hai humko tease
Ye halki halki breeze
Baby going to yourself to ease
Let's party on my mind

Phir apni hogi yaari ae o aa ae ai o
Kadmo me duniya saari ae o aa ae ai
Tujhko nachaaun jo duniya bhulaaun tto
Kehde hai dil me jo ae o aa ae ai
Pagalpanthi ho baby ae o aa ae ai o
Apni hi chhede dhunki ae o aa ae ai o
Spinnin' around you phir chakkar aane do
Baahon me kho bhi lo ae o aa ae ai

Maine pehne party shoes
Gonna let my body loose
Karli hai thodi booze
Let's party on my mind
Hai hobby hobby ride
Cause Saturday hai night
Aur music bhi hai right
Let's party on my mind


Other songs from the same movie, Race 2.
  1. Party on my mind
  2. Be Intehaan
  3. Mujhe To Teri Lat Lag Gayi Lag Gayi
  4. Allah Duhai Hai
 

Sunday, October 14, 2012

Song: Jo Bhi Ho
Movie: Rush
Singer(s): Ash King, Hard Kaur

Yeah I was standing at the bar
Yeah in Louis Vuitton
Uh yeah this place on fire
And you know this is gonna make girls go wild
Yeah I see you boy, good lookin' boy
Tell me what's your name and you dig this boy
This some serious, now playing, what's you sayin'

Hote hote jaane kya ho gaya
Yeh aa gaya main kahaan?
Bante bante kab jaane kab kahaan
Yun bann gayi dastaan
Jo bhi ho, jo bhi ho, ab toh hoga wahi
Jo bhi chaahunga main meri jaan
Jo bhi ho, jo bhi ho, main karunga wahi
Jo bhi chaahunga main meri jaan

You made me say (wo o..)
When you touch my body (wo o..)
Life de doon saari
Ho gayi deewani
Did you say you want me baby
Let me make you crazy

Tell me away when you walked into the bar
In my dreams you are the star
You cause a seam you're everybody's dream
They on the knees beggin' please!

Jo bhi ho, jo bhi ho
I just need you to know
Tujhko chaahunga main, meri jaan
Jo bhi ho, jo bhi ho
Main karunga wahi
Jo bhi chaahunga main meri jaan

You made me say (wo o..)
When you touch my body (wo o..)
Life de doon saari
Ho gayi deewani
Did you say you want me baby
Let me make you crazy

I move huh!
Make you wanna groove huh!
If you say you ain't feelin' it
Then I put you in the mood huh!
Yeah we ridin' ridin' boy its so exciting
Ain't got tell me what to do
No need to tweet but I follow you

O..
When you touch my body (wo o..)
Life de doon saari
Ho gayi deewani
Did you say you want me baby
Lemme make you crazy
Did you say you want me baby
Lemme make you crazy


Other songs from the same movie, Rush. 
  1. Chup Chup Ke
  2. Dil to hai Fukra
  3. Mumkin Nahi
  4. O Re Khuda
  5. Mere Rab Ka Junoon Hai
  6. Jo Bhi Ho

Song: Rab Ka Junoon
Movie: Rush
Singer(s): Inderpreet Singh

Meri mutthi mein jahaan karun bhale aasmaan
Main toh apni marzi se rehta zinda
Main hawaon ka bana, haan thaka kahaan hoon
Kabhi qaid nahi hota main
Aazaadi ka parinda
Dekho...

Sar pe mere sawaar jo
Mere Rab ka junoon hai
Chadha hai junoon jo
Mere Rab ka junoon hai
Sar pe mere sawaar jo
Mere Rab ka junoon hai
Chadha hai junoon jo
Mere Rab ka junoon hai

Main hoon manzilon se aage
Khwaab mere peeche bhaage
Main toh jeetun chaahe haarun
Mujhe parwaah nahi hai
Zindagi toh hai chhalaawa
Kuch nahi isske alaawa
Isski baaton mein kabhi
Main toh aata nahi hoon
Dekho...

Sar pe mere sawaar joh
Mere Rab ka junoon hai
Chadha hai junoon jo
Mere Rab ka junoon hai


Other songs from the same movie, Rush. 
  1. Chup Chup Ke
  2. Dil to hai Fukra
  3. Mumkin Nahi
  4. O Re Khuda
  5. Mere Rab Ka Junoon Hai
  6. Jo Bhi Ho

Song: O Re Khuda
Movie: Rush
Singer(s): Javed Bashir, Adnan Sami

O re Khuda! ye tune kya kiya
Gham de diya, gham de diya (x2)

Meri zindagi ki har khushi mein shaamil tum ho
Ho meri bandagi ki har ghadi mein shaamil tum
Maine jitni bhi duaayein maangi ab tak Rab se
Meri unn sabhi duaaon ka ho haasil tum

Ik mauj hoon main aur mera saahil tum ho
Aur ik safar hoon main hoon, meri manzil tum ho
Maine jitni bhi duaayen maangi ab tak rab se
Meri unn sabhi duaaon ka ho haasil tum

O re Khuda! ye tune kya kiya
Gham de diya, gham de diya (x2)
O re Khuda...

Meri zindagi ka khushnuma sa mausam tum ho
Ho meri tishnagi ka manchala sa saawan tum
Kab se mujhe tamanna hai tumko paane ki
Ab chhod bhi do mujhko aazmana tum

Mere raaste mein baadalon ka aana tum ho
Mere dhoop mein ho baarishon ka aana tum
Tumhe yaad karta rehta hoon main din mein, shab mein
Meri yaad se na kabhi door jaana tum

O re Khuda! ye tune kya kiya
Gham de diya, gham de diya (x2)

Dil ke mehmaan.. teri yaad liye.. baithe hain
Zabt-e-dil kis se kahe, zabt kiye baithe hain
Maut se keh do faraz humko na majboor kare
Jinki ye cheez hai hum unko diye baithe hain

O re Khuda! ye tune kya kiya
Gham de diya, gham de diya (x2)


Other songs from the same movie, Rush. 
  1. Chup Chup Ke
  2. Dil to hai Fukra
  3. Mumkin Nahi
  4. O Re Khuda
  5. Mere Rab Ka Junoon Hai
  6. Jo Bhi Ho

Song: Mumkin Nahi
Movie: Rush
Singer(s): Anupam Amod, Tulsi Kumar

Jaanun main na jaane dil, kya khwahish jagi hai
Kyun aankhon ko bhi kuch hua
Jaagi jaagi rehti hain, kahaan neendein gayi hain
Kya hone laga hai tu bata

Tere labon pe hai mili mere labon ko zindagi
Tere bina ab saans loon mere liye mumkin nahi
Meshsoos ye hota hai tu mere liye hai laazmi
Saaya tera ab chhod kar lamhe chale mumkin nahi
Mumkin nahi... Mumkin nahi...

Woh oh...
Mujh ko chhipa le tu, khud mein hi kahin pe
Main bhool jaaun ye jahaan
Faasla kabhi naa ho, dil chaahe yahi to
Dhadkan tere bin hai kahaan

Meri nazar kehne lagi tu saamne ho har ghadi
Bas ik tere chehre bina duniya meri mumkin nahi
Paaya tujhe to hai laga poori hui koi kami
Tujhse juda main ab rahoon khwabon mein bhi mumkin nahi
Mumkin nahi... Mumkin nahi...

Tere labon pe hai mili mere labon ko zindagi
Tere bina ab saans loon mere liye mumkin nahi
Meshsoos ye hota hai tu mere liye hai laazmi
Saaya tera ab chhod kar lamhe chale mumkin nahi (x2)


Other songs from the same movie, Rush. 
  1. Chup Chup Ke
  2. Dil to hai Fukra
  3. Mumkin Nahi
  4. O Re Khuda
  5. Mere Rab Ka Junoon Hai
  6. Jo Bhi Ho

Song: Dil to hai Fukra
Movie: Rush
Singer(s): Jazzy B, Hard Kaur

Hum bhi naachenge tashan mein
Dil bhi nachega
Aaj saari raat music loud bajega

Kaun maai da laal yahaan pe
Saanu rokega
Apna jeene ka tareeqa duniya se wakhra
Dil toh hai fukra
Style hai wakhra
Dil toh hai fukraa
Style hai wakhra
Dil toh hai fukra aa
Style hai wakhra

Naino di yaar disc me ishq chalega
Chha rahi hai high energy, floor hillega (x2)

Holi holi dil da meter josh pakdega
Daaru mein hum mix karenge saariyan fiqraan
Dil toh hai fukra aa
Style hai wakhra
Dil toh hai fukra aa
Style hai wakhra
Dil toh hai fukra aa
Style hai wakhra


Other songs from the same movie, Rush. 
  1. Chup Chup Ke
  2. Dil to hai Fukra
  3. Mumkin Nahi
  4. O Re Khuda
  5. Mere Rab Ka Junoon Hai
  6. Jo Bhi Ho

Song: Chup Chup Ke
Movie: Rush
Singer(s): Ash King, Shaan, Rizwan-Muazzam

Pehle kabhi hua karti thi
Dil se meri dosti
Pehle kabhi raha karta tha
Ye dil mere paas hi
Phir hua isey jaane kya
Mujh ko hui na khabar
Mera sab kuch le gaya
Mujh se bacha ke nazar
Kehne ko hai mera par meri sunta nahi
Kahin ye tere dil se to chup chup ke milta nahi
Nahin toh mere seene se ye dil nikalta nahi

Kuch iss tarah milta hai jaise ajnabi
Aur meri iss halat pe khata taras bhi nahi
Jaane kis ke dhang me khud ko hai dhaale huey
Mere kitne hi raaz hai khud mein sambhale huey
Par iske raaz hain mere liye raaz hi

Kahin ye tere dil se to chup chup ke milta nahi
Nahin toh mere seene se ye dil nikalta nahi
Kahin ye tere dil se to chup chup ke milta nahi
Nahin toh mere seene se ye dil nikalta nahi


Other songs from the same movie, Rush. 
  1. Chup Chup Ke
  2. Dil to hai Fukra
  3. Mumkin Nahi
  4. O Re Khuda
  5. Mere Rab Ka Junoon Hai
  6. Jo Bhi Ho

Sunday, September 9, 2012

Song: Rafta Rafta
Movie: Raaz 3
Singer(s): KK

Rafta rafta ho gayi
Tu hi meri zindagi
Rafta rafta ho gayi
Chaaron taraf roshini
Sajde mein tere sar hai
Thoda sa dil mein darr hai
Kaise karoon main bayaan
Jaanoon na jaanoon na jaanoon na..
Rafta rafta ho gayi
Chahein dedaar tera nazarein, jhukhe bhi
Mere kadam chalna chahein, ruke bhi
Lab bhi kuch kehna chahein
Lekin gum hai sab baatein
Gum sum si bhi hain zubaan

Chahein dedaar tera nazarein, jhukhe bhi
Mere kadam chalna chahein, ruke bhi
Lab bhi kuch kehna chahein
Lekin gum hai sab baatein
Gum sum si bhi hain zubaan
Rafta rafta ho gayi
Tu hi meri zindagi
Rafta rafta ho gayi
Chaaron taraf roshini
Sajde mein tere sar hai
Thoda sa dil mein darr hai
Kaise karoon main bayaan
Jaanoon na jaanoon na jaanoon na..
Rafta rafta ho gayi
Mera wajood ab tu mujh mein hai shaamil
Shaubat mein teri mujhein sab kuch haasil
Phir kyun lagta hai aisa
Jaise main hoon bekhud sa
Dhoondhon main khud ko kahan
Mera wajood ab tu mujh mein hai shaamil
Shaubat mein teri mujhein sab kuch haasil
Phir kyun lagta hai aisa
Jaise main hoon bekhud sa
Dhoondhon main khud ko kahan
Rafta rafta ho gayi
Tu hi meri zindagi
Rafta rafta ho gayi
Chaaron taraf roshini
Sajde mein tere sar hai
Thoda sa dil mein darr hai
Kaise karoon main bayaan
Jaanoon na jaanoon na jaanoon na..
Rafta rafta ho gayi

Other songs from the same movie, Raaz 3.
  1. Deewana Kar Raha Hai
  2. Kya Raaz Hai
  3. Khayalon Mein
  4. Oh My Love
  5. Zindagi Se
  6. Rafta Rafta
 

Song: Zindagi Se
Movie: Raaz 3
Singer(s): Shafqat Amanat Ali

Zindagi se churaake
Zindagi mein basaake
Zindagani banaya hai tujhe
Roothe rab ko manaake
Aasmaan ko jhukaake
Zindagani banaya hai tujhe

Tu mila jiss tarah sabah miley
Tu mila jiss tarah silah miley
Tu mila jiss tarah dua miley bakhudaa
Tu mila toh jaise main jee gaya
Tu mila mukhamal main ho gaya
Tu mila toh faila hai noor sa bakhudaa
Zindagi se churaake
Zindagi mein basaake
Zindagani banaya hai tujhe

Mehfoos tu mehsoos kar
Tere paas hoon main sada
Tujhse nahi ho sakta main
Pal bhar bhi ab judaa
Ab saath hain hum iss tarah
Aankhon ke sang palkein
Aa waqt ko yeh baat hum
Ik baar phir se kehdein
Saare gum se chupaake
Har nazar se bachaake
Zindagani banaya hai tujhe
Tu mila jiss tarah sabah miley
Tu mila jiss tarah silah miley
Tu mila jiss tarah dua miley bakhudaa
Tu mila toh jaise main jee gaya
Tu mila mukhamal main ho gaya
Tu mila toh faila hai noor sa bakhudaa
Baahon mein aa
Ho jayengey
Shikvey sabhi khud fanaa
Hothon se main tujhko suno
Aankhon se tu kuch suna
Tu aks hain, main aayina
Phir kya hai sochna
Ek doosre mein khokey hai
Ek doosre ko paana
Kismaton ko jagaake
Har jahaan ko haraake
Zindagani banaya hai tujhe
Tu mila jiss tarah sabah miley
Tu mila jiss tarah silah miley
Tu mila jiss tarah dua miley bakhudaa
Tu mila toh jaise main jee gaya
Tu mila mukhamal main ho gaya
Tu mila toh faila hai noor sa bakhudaa

Other songs from the same movie, Raaz 3.
  1. Deewana Kar Raha Hai
  2. Kya Raaz Hai
  3. Khayalon Mein
  4. Oh My Love
  5. Zindagi Se
  6. Rafta Rafta