Hindi Songs Lyrics

Showing posts with label Movie D. Show all posts
Showing posts with label Movie D. Show all posts

Sunday, September 1, 2013

You're here: Home › 
› Jumme Kee Rat Ho Ya Din Jumme Rat Kaa



Song: Jumme Kee Rat Ho Ya Din Jumme Rat Kaa
Movie: Dulha Dulhan
Singer(s): Mukesh, Lata Mangeshkar

Jumme kee rat ho ya din jumme rat kaa
Karke jana goree wada mulakat kaa

Pir kee rat aur din itvar kaa
Kiya hai wada maine piya tose pyar kaa

Yad hai goree tera chhip chhip ke milana
Duniya kee najaro sey bach bach ke chalna
Yeh naa puchho piya bitee kaise ratiya
Kar gayee jadu teree nilee ankhiya
Mitha mitha dard hai najro ke var kaa
Kiya hai wada maine.......

Niklo naa galiyo me ban than ke goree
Aaisee hee bato sey khultee hai choree
Duniya ne roke agar tere mere raste
Aaungee udd ke piya milne ke vaste
Sang mere too hai nahee dar mohe majhdhar kaa
Kiya hai wada maine.......


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Jo Pyartune Mujhko Diya Tha


Song: Jo Pyartune Mujhko Diya Tha
Movie: Dulha Dulhan
Singer(s): Mukesh


Jo pyaar tune mujhko diya tha
Vo pyaar tera main lauta raha hu
Ab koi tujhko shikva na hoga
Teri zindagi se chala ja raha hu
Jo pyaar tune ...

Hamko khabar bhi hone nahi di
Kis mod par la ke dil tune toda
Apna banaana raha duur tune
Auron ke ho jaayen aaisa na chhoda
Teri jafa ka charcha hi kaisa
Apni vafa pe main sharma raha hu
Jo pyaar tune ...

Peechhe na ab koi aayega tere
Ab koi tujhko na aavaaz dega
Mud kar kise dekhta hai mere dil
Tera kaun hai jo tujhe rok lega
Tujhko mubaarak zamaane ki khushiyaan
Mitana hai mujhko mita ja raha hu
Jo pyaar tune ...

View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Je Ham Tum Choree Se Bandhe


Song: Je Ham Tum Choree Se Bandhe
Movie: Dharti Kahe Pukar Ke
Singer(s): Mukesh, Lata Mangeshkar

Je ham tum choree se bandhe ek doree se
Jayiyo kaha ai hujur, are yeh bandhan hai pyar kaa
Je ham tum choree........

Kajara walee phir tu aise kahe nihare
Chitavan ke goree mane toh samajha ja re
Matalabva ek hai ek hai nainan pukar kaa
Je ham tum choree
Ai hujur, je ham tum choree

Dekho badar aaye pavan ke pukare
Ulfat meree jitee anadee piya hare
Aayega re maja re maja abb jit har kaa
Je ham tum choree

Ghunghat me se mukhada dikhe abhee adhura
Aa bainya me aaja milan toh ho pura
Milna toh nahee toh nahee kuchh ek bar kaa
Je ham tum choree


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Jab Baadal Ghir Ghir Aayenge


Song: Jab Baadal Ghir Ghir Aayenge
Movie: Daak Bangla
Singer(s): Mukesh, Suraiya

Mu : jab baadal ghir-ghir aayenge
Kaho ji ( kit jaayenge ) -2
Su : jab baadal ghir-ghir aayenge
( kasam tori ) -2 chal na paayenge
Jab baadal ghir-ghir ...

Mu : raam kare abake saavan na aaye
Aur baras-baras kar baadal na tarasaaye
Su : aise bol na bol ( mar jaayenge) -2
Haay re ( kasam tori ) -2 ...

Su : saanch kahu sajan mere
Ji na laage bin tere
Mu : aathon pahar mohe aas aas tihaari rahe haay ghere
Su : aise bol na bol ...

View all songs lyrics of Mukesh.

Sunday, August 25, 2013

You're here: Home › 
› Hamne Tujhko Pyar Kiya Hain Jitna



Song: Hamne Tujhko Pyar Kiya Hain Jitna
Movie: Dulha Dulhan
Singer(s): Mukesh

Hamne tujhko pyar kiya hain jitna, kaun karega itna

Roye bhee toh dil hee dil me, mehfil me musakaye
Tujhse hee ham tera yeh ghum baraso rahe chhupaye
Pyar me tere chupake chupake
Jalte rahe ham jitana, kaun jalega itna

Pyar me mere naj tumhe tha, yad karo woh najara
Hath peh apne likh lete the, jab tum nam hamara
Teree ada ke bholepan peh
Mitate rahe ham jitana, kaun mitega itna


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Ek Din Bik Jayega Matee Ke Mol



Song: Ek Din Bik Jayega Matee Ke Mol
Movie: Dharam Karam
Singer(s): Mukesh

Ek din bik jayega, matee ke mol
Jag me reh jayenge pyare tere bol
Duje ke hotho ko dekar apne git
Koyee nishanee chhod, phir duniya se dol
Ek din...

Anhonee path me kante lakh bichaye
Honee toh phir bhee bichhda yar milaye
Yeh birha yeh duree, do pal kee majburee
Phir koyee dilwala kahe ko ghabraye taram pam...
Dhara jo behtee hai milke rehtee hai
Behtee chara ban ja phir duniya se dol
Ek din...

Parde ke pichhe baithee sanval goree
Tham ke tere mere man kee doree
Yeh doree naa chhute, yeh bandhan naa tute
Bhor hone walee hai abb raina hai thodee
Taram pam...
Sar ko jhukaye tu baitha kya hai yar
Goree se naina jod phir duniya se dol
Ek din...
 


View all songs lyrics of Mukesh.

Saturday, August 24, 2013

You're here: Home › 
› Duniya Me Sabhee Chehare Lagte



Song: Duniya Me Sabhee Chehare Lagte
Movie: Duniya (1968)
Singer(s): Mukesh, Sharda

Duniya me sabhee chehare lagte toh hain pehchane
Kyun phir bhee hain anjane yeh bat vahee janey
Duniya isee kaa nam hai duniya isee ko kehate hain
Apne hee apnon sey yaha begane jaise rehate hain
Duniya isee kaa nam..........

Jo ham chahe jo tum chaho woh kab hota hai duniya me
Mukaddar ke isharo peh yeh sab hota hai duniya me
Yeh sab hota hai duniya me, duniya isee kaa nam..........

Kabhee us mod par loota gaya hai karavan dil kaa
Jahan sey do kadam hee fasala baki tha manjil kaa
Yaha kehtee hai khamoshee hajaro ghum ke afsane
Magar isee bat kaa matlab koyee bedard kya janey
Duniya isee kaa nam..........
 


View all songs lyrics of Mukesh.

Sunday, August 18, 2013

You're here: Home › 
› Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste



Song: Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste
Movie: Do Raaste
Singer(s): Mukesh

Do rang duniya ke aur do raste - (2)
Do rup jivan ke jine ke waste
Do rang duniya ke aur do raste

Soch samajh ke pav rakhe, (samjha do har divane ko -2)
Ik rasta mandir ko jaye, (ik jaye maikhane ko -2)
Rasta bhul naa jaye, rahee dhokha naa khaye

Do rang duniya ke aur do raste
Do rup jivan ke jine ke waste
Do rang duniya ke aur do raste

Ek hain aise log jo, (auro kee khatir jite hain -2)
Dusare woh jo apnee khatir, (apno kaa khun bhee pite hain -2)
Koyee phul khilaye, koyee kante bikhraye

Do rang duniya ke aur do raste
Do rup jivan ke jine ke waste
Do rang duniya ke aur do raste, aur do raste.......
 


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Do Nain Hay Hay Tere Do Nain



Song: Do Nain Hay Hay Tere Do Nain
Movie: Dada
Singer(s): Mukesh, Usha Khanna

Do nain hay hay tere do nain - (2)
Rangin chalakte pyale kehne ko hain bhole bhale
Hain aag lagane wale, do nain hay hay.......

Do nain hay hay tere do nain - (2)
Masum bade sharmeele yeh jam jo koyee pee ley
Jee bhar key jahan me jee ley, do nain hay hay.......

Sabse nirale nain hain tere jinke hain divane sabhee
Jane kitne rup hain inke jehar hain kabhee amrit hain kabhee
Jab chahe sharabee kar de har chij gulabee kar de
Ik pal me karabi kar de, do nain hay hay.......

Uthate jhukate inn naino me ikrar aur inkar bhee hai
Badalee badalee inn najaro me gussa bhee hai pyar bhee hai
Puchho naa fasana inka chuke naa nishana inka
Hai aaj jamana inka, do nain hay hay.......
 


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Do Jasoos Kare Mehsoos



Song: Do Jasoos Kare Mehsoos
Movie: Do Jasoos (1975)
Singer(s): Mohammad Rafi, Mukesh

Do jasoos kare mehsoos, ke duniya badi kharab hai
Kaun hai sachcha, kaun hai jhoota, har chehare pe naqaab hai
Jara socho, jara samajho, jara sambhalake rahio ji - (2)

Do jasoos kare mehsoos, ke duniya badi kharab hai
Pyaas lage toh doodh piyo, doodh mein paani milata hai
Mandir mein bhi aaj diya nakali ghee ka milata hai
Na asali mithaayi hai, na asali malaayi hai
Maava hai sinhgaade ka, kya jaalim halwaayi hai
Aate mein mitti, chaawal mein kankar behisaab hai
Kaun hai sachcha, kaun hai jhoota, har chehare pe naqaab hai
Jara socho, jara samajho, jara sambhalake rahio ji - (2)
Do jasoos kare mehsoos, ke duniya badi kharab hai
Jehar dawa mein shaamil hai, jeher dawa se behtar hai
Jehar bhi nakali milata hai, marana bhi abb dubar hai
Desh ke sachche dushman hai, yeh jo milavat karate hai
Inaki badaulat kitane log maut se pehale marate hai
Aise logon ko pakadaana sabse bada sawaab hai
Kaun hai sachcha, kaun hai jhoota, har chehare pe naqaab hai
Jara socho socho, jara samajho samajho, jara sambhalake rahio ji
Do jasoos kare mehsoos, ke duniya badi kharab hai
Jab dekho hadtaale hai, jaane kisaki chaale hai
Samjhaute ka naam nahi, agni mein ghee daale hai
Deewaane tufaan kare, logon ko hairaan kare
Neharu ji ko bhool gaye, baapu ka apmaan kare - (2)
Apna hi ghar phoonk rahe hai kaisa inqlaab hai
Kaun hai sachcha, kaun hai jhoota, har chehare pe naqaab hai
Jara socho, jara samajho, jara sambhalake rahio ji - (2)
Do jasoos kare mehsoos, ke duniya badi kharab hai
Kaun hai sachcha, kaun hai jhoota, har chehare pe naqaab hai
Jara socho, jara samajho, jara sambhalake rahio ji
Do jasoos kare mehsoos, ke (duniya badi kharab hai -2)
 


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Dilruba Dilli Valee



Song: Dilruba Dilli Valee
Movie: Dus Numbri
Singer(s): Asha Bhosle, Manna Dey, Mukesh

Abaadab bamulahija hoshiyar, mehfil me lutane vala hai pyar
Aa gayee julfo valee, aankho me surma hontho peh lalee
Dilruba dilli valee -2 dilvalo me a gayee
Nasha bankar uthee jhum kar chha gayee
Dilruba dilli valee........

Subahan allah - (2)
Jaisa suna tha vaisa hee paya, aapko dekha toh yakin aaya
Gar firdaus bararue jaminast hamiasto hamiasto hamiast

Aaap aaye han aap aaye mil gayee daulat hame jamane kee
Kee aap hee sey han aap hee sey - (2)
Hai raunak garibakane kee - (2)
Aap kya aaye ghar me bahar aa gayee
Dilruba dilli valee.........
Mbaadab bamulahija hoshiyar, aa rahe hain aashiko ke saradar
Tauba tauba yeh aaj meree chashme aawara
Kya dekh rahee hai najara
Kee mera rakeeb tere karib are phute nasib
Apaki tarif, ek aashike garib
Han yeh gairo sey ulfat kadaradanee teree
Mujhko dar hai le naa dube tujhko nadanee teree
Banake husn ko nadan naa yu sitam todo
Bas apne dil hee ko samajhao mera ghum chhodo - (2)
Kee mai pikar yeh jam hosh me a gayee
Dilruba dillee valee -2 abb hosh me a gayee
Anasha banakar uthee.........

Inako dekho -2 hay hay inako dekho
Yeh giraftaree kee bate gesuo kee chhanv me
Dekhana padatee hai janjir abb kisake panv me
Mdekhana hai, dekhana hai
Ho dekhana hai, dekhana hai
Aa aa jo tumako dekh raha hai woh aur kya dekhe
Kahee tumhare siva abb meree bala dekhe - (2)
Abb toh meree najar tumse takara gayee
Dilruba dilli valee.........

Jo chheda maine tarana, asun aur samajh liya - (2)
Sunaya maine jo gana
Woh dil peh likh bhee liya (likha liya -2)
Aur mere dil kee bat, (woh bhee yad aa gayee -5)
Toh bujhakar chirag a bhee ja too (dil me -2)
Kee jalane valo kaa kya kam mehfil me
Dilruba dilli valee.......
Anasha banakar uthee........


View all songs lyrics of Mukesh.

Saturday, August 17, 2013

You're here: Home › 
› Dil Key Badle Dil Hee Lungee



Song: Dil Key Badle Dil Hee Lungee
Movie: Daaku
Singer(s): Mukesh, Asha Bhosle

Dil key badle dil hee lungee pyar key badle pyar
Banjaran hu prit hai meree dodharee talavar
Banjara hu aavara mere pyar kaa kya aitabar
Aaj yaha kal wahan kahee iss dil ko nahee karar

Kisee ko apne dil me rakh ley (kisee key dil me kho ja -2)
Ho kisee key dil me kho ja
Kisee ek ko apna kar ley (kisee kaa ho ja -2), ho kisee kaa ho ja
Dil kaa saj bada najuk hai tut naa jaye tar, banjaran hu...........

Tere rup kee dhup hai tikhee, mere pyar kee chhanv suhanee
Shola hai too shabnam hai too, aag hai too thanda panee
Banjaran hun tikhee najare mitha meraa pyar
Aag bhee hun panee bhee mai dodharee talavar, banjaran hu
Aa hoy dil key badle
 


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Deewana Mujhko Log Kahen



Song: Deewana Mujhko Log Kahen
Movie: Deewana
Singer(s): Mukesh

Deewana mujhko log kahen
Maein samjhun jag hai deewana

Hansta hai koi surat pe meri
Hansta hai koi sirat pe meri
Chhota hi sahi par dil hai bada
Maein jhoomta paimana
Deewana mujhko log...

Maein insaan seedha saadha hoon
Imaan ka maein shehzaada hoon
Hai kaun bura malik jane
Maein pyar ka parwana
Deewana mujhko log...

Maein pyar ki khatir mit jaaun
Aur pyar ki khatir lut jaaun
Chalta hi rahoon rah-e-manzil
Anjaam khuda jaane
Deewana mujhko log...


View all songs lyrics of Mukesh.

Wednesday, August 7, 2013

You're here: Home › 
› Chahe Aaj Mujhe Naa Pasand Karo



Song: Chahe Aaj Mujhe Naa Pasand Karo
Movie: Darinda
Singer(s): Mukesh

Chahe aaj mujhe naa pasand karo, chahe dvar hriday key band karo
Aakir me tumhe meree hee hona hoga - (2)
Too mile toh puchhu

Bachpan key pyar kee mitatee nahee nishanee
Kitna bhee mitana chahe ise javanee
Jahan yad teree soyee ho duja naa aur koyee ho
Koyee dil kaa tumhare aisa bhee kona hoga
Aakir me tumhe

Mai kya se kya ban gaya tumhare karan
Naa samajho ise dikhava hai yeh mere pyar kaa dava
Mere hansane peh hansana rone peh rona hoga
Aakir me tumhe
 


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Chadh Gayi Chadh Gayi



Song: Chadh Gayi Chadh Gayi
Movie: Do Jasoos (1975)
Singer(s): Mohammad Rafi, Mukesh
Kyun paape jyaada chadh gayi oy chadh gayi
(Chadh gayi -3 angur ki beti chadh gayi) - (2)
Gale ke niche utari ke sidhi sar pe chadh gayi - (2)
Abb jo bhi kahenge hum sach kahenge
Koi maane na maane manawa ke rahenge
(Chadh gayi -3 angur ki beti chadh gayi) - (2)

Jisaki jeb mein maal nahi hai, usake ke liye naya saal nahi hai
Jisaki paakit bhaari bhaari, usaki jeb mein duniya saari
Are hai raaja kya hai bhikaari sabko paise ki bimaari
Humse nigaahein kaun milaaye, kadko se dil kaun lagaaye
Kyun bhai dharmchanda, haan bhai karmachanda
Angur ki beti hai saath hamaare, yeh hamko pyaaari hum isako pyaarein
Oy oy oy akh laal pari se lad gayi
Chadh gayi -3 angur ki beti chadh gayi

Duniya ki toh aisi taisi, dikhati hai jaisi hai nahi waisi
Kuchh hai baahar kuchh hai andar, naam ke insaan kaam ke bandar
Bade bade yahaan chakkar dhaari, inase sikho duniyadaari
Kare aarati banake bhikaari, sun lo bhagwab araj hamaari
Raghupati raaghav raajaaraam, bharde bharde mere godaam - (2)
Bhuka mar jaaye desh tamaam sab kuchh likh de mere naam
Hare hare noto ko parnaam, sab kuchh likh de mere naam
Bolo jay raghunadan jay siyaaraam, puran karde apane kaam
Jay jay raghunadan jay jay siyaaraam, puran karde apane kaam
Angur ki beti hai sabse achchhi, jo piye woh bole gale sachchi sachchi
Pad gayi pad gayi pad gayi hamein isaki aadat pad gayi
Chadh gayi -3 angur ki beti chadh gayi
Gale ke niche utari ke sidhi sar pe chadh gayi - (2)
Chadh gayi -3 sab samajhate hai ki chadh gayi
 


View all songs lyrics of Mukesh.

Tuesday, August 6, 2013

You're here: Home › 
› Bane Toh Ban Jaye Jamana Dushman



Song: Bane Toh Ban Jaye Jamana Dushman
Movie: Dulha Dulhan
Singer(s): Mukesh, Lata Mangeshkar

 Bane toh ban jaye jamana dushman
Mai tera hu dulha too meree dulhan

Bane toh ban jaye jamana dushman
Too mera hain dulha mai teree dulhan

Duniya ne janjire toh dalee thee panv me
Ai jee aa hee baithe ham teree julfo kee chhanv me
Kee hona tha hoke raha yeh milan
Bane toh ban jaye........

Mai dolee me baith ke ghar aayee chand ke
Are mai laya hu chandanee ko sehara bandh ke
Naa choree hee kee hai naa kiya hai gaban
Bane toh ban jaye........


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Baharo Ne Meraa Chaman Lutakar



Song: Baharo Ne Meraa Chaman Lutakar
Movie: Devar
Singer(s): Mukesh

Baharo ne meraa chaman lutakar
Khija ko yeh iljam kyo de diya
Kisee ne chalo dushmanee thee magar
Ise dosatee nam kyo de diya

Mai samaja nahee aye mere humanashee
Saja yeh milee hain mujhe kisaliye
Key sakee ne lab se mere chhinakar
Kisee aur ko jam kyo de diya

Mujhe kya pata tha kabhee ishk me
Rakibo ko katib banate nahee
Khata ho gayee mujhse katib mere
Tere hath paigam kyo de diya

Khudaya yaha tere insaf key
Bahot maine charche sune hain magar
Saja kee jagah yek khatawar ko
Bhala tune inam kyo de diya
 


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Baharo Ne Meraa Chaman Lutakar



Song: Baharo Ne Meraa Chaman Lutakar
Movie: Devar
Singer(s): Mukesh

Baharo ne meraa chaman lutakar
Khija ko yeh iljam kyo de diya
Kisee ne chalo dushmanee thee magar
Ise dosatee nam kyo de diya

Mai samaja nahee aye mere humanashee
Saja yeh milee hain mujhe kisaliye
Key sakee ne lab se mere chhinakar
Kisee aur ko jam kyo de diya

Mujhe kya pata tha kabhee ishk me
Rakibo ko katib banate nahee
Khata ho gayee mujhse katib mere
Tere hath paigam kyo de diya

Khudaya yaha tere insaf key
Bahot maine charche sune hain magar
Saja kee jagah yek khatawar ko
Bhala tune inam kyo de diya
 


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Aji Ham Dilli Ke Daade Hain


Song: Aji Ham Dilli Ke Daade Hain
Movie: Dilli Ka Dada
Singer(s): Mukesh, Mahendra Kapoor

Aji ham dilli ke daade hain
Daade kya paradaade hain
Buron ke haq mein tedhe hain bhalon ke haq mein saade hain
Ham dilli ke daade hain

Shahar ki chaudi sadakon par ham sina taan ke chalate hain
Dhan-daulat vaale bhadabhuuje hamako dekh ke jalate hain
Aji unake aur iraade hain apane aur iraade hain
Are ham dilli ke daade hain

Jaama maszid ki sidhi par baith kar khichada khaate hain
Laal qile ke agale-pichhale sab qisse doharaate hain
Aji yuun lagata hai jaise ham laavaaris shahazaade hain
Are ham dilli ke daade hain

Do din apana baind baja kar gayi huquumat goron ki
Lekin ab bhi dhauns hai baaki chor-munaafaakoron ki
Dekhein kab tak puure hon jo sarakaar ke vaade hain
Dilli ke daade hain
 


View all songs lyrics of Mukesh.

You're here: Home › 
› Ai Dile Aawara Chal


Song: Ai Dile Aawara Chal
Movie: Dr. Vidya
Singer(s): Mukesh

O o o o ai dile aawara chal, ai dile awara chal
Phir wahee dobara chal
Yar ne didar kaa wada kiya hai
O o o o ai dile aawara chal, phir wahee dobara chal
Yar ne didar kaa wada kiya hai
O o o o ai dile aawara chal

Woh unkee betabee, woh unka chalna chhamse
Anchal thama toh hanske, kaha phir milne ko hamse
Unase,hamse sun ai dil pyar kaa ikrar kaa aankho me huwa hai
O o o o ai dile aawara chal

Khattee ho ya mithee, abb unn aankho sey pina
Jite hain chahat wale bina chahat ke kya jina
Chalate phirate sun ai dil chah me abb aah bharneka maja hai
O o o o ai dile aawara chal

(Chamka hai ik mukhda, kuchh julfen hai lehrayee
Din phir gaye apne din ke, gayee rato kee tanhayee) - (2)
Jaha woh, waha ham, sun ai dil chain sey bechain too kyun ho raha hai
O o o o ai dile aawara chal, phir wahee dobara chal
Yar ne didar kaa wada kiya hai
O o o o ai dile aawara chal
 


View all songs lyrics of Mukesh.