Hindi Songs Lyrics

Showing posts with label Gangster Movie Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Gangster Movie Lyrics. Show all posts

Friday, December 7, 2012

Song: Mujhe Mat Roko
Movie: Gangster
Singer(s): Kavita Seth

mujhe mat roko

mujhe yaar ke ghar jaane do

mujhe mat roko

mujhe yaar ke ghar jaane do

main hoon parwana

mujhe shamma pe mit jaane do

mujhe mat roko



usko pana hi meri zindagi ka maksat hain - 2

agar woh milta hai mujhe marke toh mar jaane do - 2

mujhe mat roko

dil ki aankhon ne meri apana sanam dekh liya - 2

ab isi dar pe mere dam ko nikal jaane do - 2

mujhe mat roko

mujhe yaar ke ghar jaane do

mujhe mat roko

mujhe yaar ke ghar jaane do

main hoon parwana

mujhe shamma pe mit jaane do

mujhe mat roko


Other songs from the same movie, Gangster. 
  1. Tu Hi Meri Shab Hai
  2. Na Jaane Koi Kaisi Hai Yeh Zindagani
  3. Lamha Lamha Doori Yun Pighalti Hai
  4. Ya Ali Reham Ali
  5. Mujhe Mat Roko

Song: Ya Ali Reham Ali
Movie: Gangster
Singer(s): Zubeen Gerg

ya ali reham ali

ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi

ya ali madad ali

ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

ishq pe mita doon luta doon

main apani khudi

yaar pe haan luta doon mita doon

main yeh hasti

ya ali reham ali

ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi

ya ali madad ali

ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi



mujhe kuchh pal de purvat ke

faki hampe chahat ke

rahe bechain dil kab tak

milen kuchh pal toh raahat ke

chahat pe ishq pe haa mita doon luta doon

main apani khudi

yaar pe ha luta doon mita doon

main yeh hasti

ya ali reham ali

ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi

ya ali madad ali

ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi



bina tere na ek pal ho na bin tere kabhi kal ho

yeh dil ban jaaye pathhar ka na ismein koi hulchul ho

sanam pe ha ishq pe ha mita doon luta doon

main apani khudi

kasam se ha luta doon mita doon

main yeh hastii

ya ali reham ali

ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi

ya ali madad ali

ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi



Other songs from the same movie, Gangster. 
  1. Tu Hi Meri Shab Hai
  2. Na Jaane Koi Kaisi Hai Yeh Zindagani
  3. Lamha Lamha Doori Yun Pighalti Hai
  4. Ya Ali Reham Ali
  5. Mujhe Mat Roko

Song: Lamha Lamha Doori Yun Pighalti Hai
Movie: Gangster
Singer(s): Abhijeet

lamha lamha doori yun pighalti hai

jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai

ho lamha lamha doori yun pighalti hai

jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai

khwaahishon ki shaam dhalti hain - 2

jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai

la la la ...



teri aankhen dikhati hai

hamein sapanen sitaaron ke

ho ho ho

tere hothon pe likha hai

jo tum bole ishaaron mein

ho ho ho

khwaabon ke karwaan mein raat chalti hai

jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hain

la la la...



behakti shaam aayi hai

tujhe lekar ke baahon mein

tujhe chhu loon ke rakhu main

chhupakar ke nigaahon mein

sharmati ithlaati hai machalti hai

jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hain

ho lamha lamha doori yun pighalti hai

jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai

khwaahishon ki shaam dhalti hain - 2

jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai

la la la ...


Other songs from the same movie, Gangster. 
  1. Tu Hi Meri Shab Hai
  2. Na Jaane Koi Kaisi Hai Yeh Zindagani
  3. Lamha Lamha Doori Yun Pighalti Hai
  4. Ya Ali Reham Ali
  5. Mujhe Mat Roko

Song: Na Jaane Koi Kaisi Hai Yeh Zindagani
Movie: Gangster
Singer(s): James

bheegi bheegi si hai raaten

bheegi bheegi yaaden

bheegi bheegi baaten

bheegi bheegi aankhon mein kaisi nami hai

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha

sapnon ka saya palkon pe aya

pal mein hasaya pal mein rulaya

phir bhi yeh kaisi kami hai

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha

na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani

na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani



aadhi aadhi jaagi aadhi aadhi soyi

aankhen yeh teri toh lagta hai royi

lekar ke naam hamara

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha

rutha rutha rab chhuta chhuta sab

toota toota dil tere bina ab

kaise ho jeena ganwara

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha

na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani

na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani



bheegi bheegi si hai raaten

bheegi bheegi yaaden

bheegi bheegi baaten

bheegi bheegi aankhon mein kaisi nami hai

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha aa ha

aa ha ha ha

na jaane koi kaisi hai yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani

na jaane koi - 2 hamari adhuri kahani

na jaane koi yeh zindagaani zindgaani

kahaani adhuri kahaani

na na na....



Other songs from the same movie, Gangster. 
  1. Tu Hi Meri Shab Hai
  2. Na Jaane Koi Kaisi Hai Yeh Zindagani
  3. Lamha Lamha Doori Yun Pighalti Hai
  4. Ya Ali Reham Ali
  5. Mujhe Mat Roko

Song: Tu Hi Meri Shab Hai
Movie: Gangster
Singer(s): KK


tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera

tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya

tu waqt mere liye main hoon tera lamha

kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa

o o o o ho ho

o o o o o o

tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera

tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya

tu waqt mere liye main hoon tera lamha

kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa

o o o o ho ho

o o o o o o



aankhon se padhke tujhe dil pe maine likha

tu ban gaya hai mere jeene ki ek wajah

ho aankhon se padhke tujhe dil pe maine likha

tu ban gaya hai mere jeene ki ek wajah

teri hasi teri adaa auron se hai bilkul judaa

o o o o ho ho

o o o o o o



aankhen teri shabnami chehra tera aaina

tu hai udaasi bhari koi haseen dastaan

ho aankhen teri shabnami chehra tera aaina

tu hai udaasi bhari koi haseen dastaan

dil mein hai kya kuchh toh bata

kyon hai bhala khud se khafa

o o o o ho ho

o o o o o o



tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera

tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya

tu waqt mere liye main hoon tera lamha

kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa

o o o o ho ho

o o o o o o...



Other songs from the same movie, Gangster. 
  1. Tu Hi Meri Shab Hai
  2. Na Jaane Koi Kaisi Hai Yeh Zindagani
  3. Lamha Lamha Doori Yun Pighalti Hai
  4. Ya Ali Reham Ali
  5. Mujhe Mat Roko