Sambhal ke karna jo bhee karna najuk hathowale |
Lachak na jaye naram kalayee pad na jaye chhale |
Sambhal ke karna..... |
Hata ke parade nikal pade ho, mukabala kya tum hee bade ho |
Magar ai janan idhar toh dekho ham bhee hain dilwale - (2) |
Sambhal ke karna..... |
Salonee chitavan adaye katil, woh lut gaya jo huwa mukabil |
Yeh tirachhee tirachhee najar tumharee hamko mar na dale - (2) |
Lachak na jaye...... |
Tane hain tevar chadha hai para, tumhara gussa bhee jan se pyara |
Rup ka jadu jab chadh jaye dil ko kaun sambhale - (2) |
Sambhal ke karna..... |
Showing posts with label Ek Phool Char Kaante Movie Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Ek Phool Char Kaante Movie Lyrics. Show all posts
Tuesday, September 3, 2013
at 5:52 AM
You're here: Home ›
Mukesh › Sambhal Ke Karna Jo Bhee Karna
Song: Sambhal Ke Karna Jo Bhee Karna
Movie: Ek Phool Char Kaante
Singer(s): Mukesh
View all songs lyrics of Mukesh.
Monday, September 2, 2013
at 4:48 AM
You're here: Home ›
Mukesh › Matvalee Nar Thumak Thumak Chalee Jaye
Song: Matvalee Nar Thumak Thumak Chalee Jaye
Movie: Ek Phool Char Kaante
Singer(s): Mukesh
Matvalee nar thumak thumak chalee jaye |
Inn kadamo pe kis ka jiya na jhuk jaye |
Matvalee nar....... |
Phul badan mukhada yu damake, badal me jyo bijalee chamake |
Git suna ke tu chham chham ke, lalachaye chhup jaye aay hay |
Matvalee nar....... |
Yeh chanchal kajararee aankhe, yeh chitachor shikaree aankhe |
Gayee dil cheer katari aankhe, muskaye shamaye jhuk jaye |
Matvalee nar....... |
View all songs lyrics of Mukesh.
Monday, August 5, 2013
at 7:52 AM
You're here: Home ›
Mukesh › Aankhon Mein Rang
Song: Aankhon Mein Rang
Movie: Ek Phool Char Kaante
Singer(s): Mukesh, Lata Mangeshkar
Mu : aankhon mein rang kyon aaya bolo nasha sa kyon chhaaya
Hamako ye raaz batalaao dil kho ke tumane kya paaya
La : chamaki naseeb ki raahen ham kyon na aaj itaraayen
Raahon se hat gae kaante to phool kyon na muskaayen
Mu : aankhon mein rang ...
Mukhade pe subah ki dhoop ye khilataa-khilata roop
Kaajal lakeer chitavan ke teer ye naina roop anoop
La : tum kya samajho ye raaz ulfat ke ye andaaz
Sun ke zaroor hoga guruur aur karane lagoge naaz
Mu : aisa kyaal mat keeje ham se ye bhed kah deeje
Ham bhi to aap hi ke hain hamase yoon sharm na keeje
La : chamaki naseeb ki raahen ...
Mu : aankhon mein rang ...
Tarasaao na yoon hamadam tumhen naaz-o-ada ki qasam
Jaldi se bol do ye raaz khol do parada utha do sanam
La : haragiz na kahoongi ye baat jodoge na jab tak haath
Banake naseeb rahana qareeb jyoon taare chaand ke saath
Mu : tumase juda na honge ham badalen hazaar ye aalam
Ham tumape jaan de denge gaati hai saans ki saragam
Aankhon mein rang ...
View all songs lyrics of Mukesh.