Too kahe agar - 3 jiwan bhar, mai git sunata jau |
Mann bin bajata jau, too kahe agar |
Aur aag mai apne dil kee, har dil me lagata jau |
Dukh dard mitata jau, too kahe agar |
Mai sajh hu too saragam hai - (2) |
Deti ja sahare mujhko - (2) |
Mai rag hu too bina hai - (2) |
Jis dam too pukare mujhko |
Awaz me teri har dam awaz milata jau |
Akash pe chhata jau, too kahe agar |
In bolo me, too hee too hai |
Mai samajhu ya too janey, ho janey |
Iname hai kahani meri, (iname hai tere afasane - 2) |
Too sajh utha ulfat kaa, mai jhum ke gata jau |
Sapno ko jagata jau, too kahe agar..... |
Showing posts with label Andaz - 1949 Movie Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Andaz - 1949 Movie Lyrics. Show all posts
Tuesday, September 3, 2013
at 9:51 PM
You're here: Home ›
Mukesh › Too Kahe Agar Jiwan Bhar
Song: Too Kahe Agar Jiwan Bhar
Movie: Andaz - 1949
Singer(s): Mukesh
View all songs lyrics of Mukesh.
Sunday, September 1, 2013
at 9:20 PM
You're here: Home ›
Mukesh › Jhum Jhum Ke Nacho Aaj Nacho Aaj
Song: Jhum Jhum Ke Nacho Aaj Nacho Aaj
Movie: Andaz - 1949
Singer(s): Mukesh
Jhum-jhum ke nacho aaj nacho aaj |
Gao khushi ke gitj ho gao khushi ke git |
Aaj kisiki har huyi haij aaj kisi kee jit |
Ho gao khushi ke git ho....... |
Koyi kisiki aankh kaa tara, jiwan sathi sajan pyara |
Aur koyi takdir kaa mara, dhundh raha hain dil kaa sahara |
Kisiko dil kaa dard mila hain, kisiko mann kaa mit |
Ho gao khushi ke git ho, jhum-jhum ke nacho aaj nacho aaj |
Gao khushi ke git ho, gao khushi ke git ho |
Dekho toh kitna khush hain jamana, dil me umage lab pe tarana |
Dil jo dukhe ansu naa bahana, yeh toh yaha kaa dhang purana |
Isko mitana usko banana iss nagri kee rit |
Ho gao khushi ke git ho, jhum-jhum ke nacho aaj, nacho aaj |
Gao khushi ke git ho, gao khushi ke git ho |
View all songs lyrics of Mukesh.
Sunday, August 25, 2013
at 7:13 AM
You're here: Home ›
Mukesh › Ham Aaj Kahee Dil Kho Baithe
Song: Ham Aaj Kahee Dil Kho Baithe
Movie: Andaz - 1949
Singer(s): Mukesh
Ham aaj kahee dil kho baithe, ham aaj kahee - (2)
Yu samjho kisi ke ho baithe -2 ham aaj kahee
Har dam jo koyi pas aane laga har dam jo koyi
Bhed ulfat ke samjhane laga bhed ulfat ke
Najro se najar kaa takrana - (2)
Tha dil ke liye ek afasana - (2)
Ham hatho ko dil se dho baithe
Yu samjho kisike ho baithe ham aaj kahee
Ankho me samaaya koyi magar, kaun aaya kisiko kya yeh khabar - (2)
Puchho toh yahi hai uska pata - (2)
Chanchal naina aur shokh ada - (2)
Ham dil kee naiyya dubo baithe
Yu samjho kisike ho baithe, ham aaj kahee
Ham aaj kahee dil kho baithe, ham aaj kahee
View all songs lyrics of Mukesh.