Hindi Songs Lyrics

Showing posts with label 2016. Show all posts
Showing posts with label 2016. Show all posts

Tuesday, June 28, 2016

You're here: Home › 
› Kya Kasak



Song: Kya Kasak
Movie: Fever
Singer(s): Sonu Kakkar, Tony Kakkar


Kya kasak hai khudko
Rok rahe hain hum
Tere liye raat bhar
Jag rahe hain hum

Dil ashkon mein yun
Aaj bheega bheega kyun
Dil ashkon mein yun
Aaj bheega bheega kyun

Yeh berukhi shayad zaroori hai

Dil ashkon mein yun
Aaj bheega bheega kyun
Dil ashkon mein yun
Aaj bheega bheega kyun

Yun meri mohabbat ko
Bhool nahi paaoge
Kabhi aadhi raat dhale
Yunhi jag jaaoge

Teri ore khud ko jhonk rahe hain hum
Tere liye auron se doori
Rakh rahe hain hum

Dil ashkon mein yun
Aaj bheega bheega kyun
Dil ashkon mein yun
Aaj bheega bheega kyun

Zindagi musaafir hai
Aati hai jaati hai
Ek mohabbat hi
Yahaan reh jaati hai

Dil hi dil mein dil ko
Tok rahe hain hum
Tere liye rote rote
Thak rahe hain hum

Dil ashqon mein yun
Aaj bheega bheega kyun
Dil ashqon mein yun
Aaj bheega bheega kyun.


Other songs from the same movie, Fever.

  1. Khaara Khaara - Sonu Kakkar
  2. Look Look - Ash King
  3. Mujhme Kabhi - Shalmali Kholgade
  4. Kuch Is Tarah - Pancchi Jalonvi
  5. Kya Kasak - Sonu Kakkar, Tony Kakkar
  6. Besambhle - Arijit Singh
  7. Mile Ho Tum (Reprise) - Neha Kakkar, Tony Kakkar
  8. Teri Yaad - Rahul Jain
  9. Bas Ek Baar - Arijit Singh
  10. Mile Ho Tum - Tony Kakkar
 

You're here: Home › 
› Kuch Is Tarah



Song: Kuch Is Tarah
Movie: Fever
Singer(s): Pancchi Jalonvi

Kuch is tarah hum mile
Jaise aasmaan
Aur baarish ki boonde humm..
Pehli nazar mein dekho ghayal ho gaya
Dil ye bechara dil ye

Aise hi rahe teri baahon mein
Din dhal jaane do hone do sub-ha
Baithe hi raho meri aankhon mein
Dil beh jaane do roko na lamha
Ek din milna hi hai
Kyon reh jaaye phir hum tanha
Ek din milna hi hai
Kyon reh jaaye phir hum tanha

Kuch is taraha hum chale
Manzil na koi
Aur hum dono raahi hummu uu
Pehli nazar mein dekho ghayal ho gaya
Dil ye bechara dil ye
Milte hi raho meri raahon mein
Sapne chunne do roko na dil ko
Ek din milna hi hai
Kyon reh jaaye phir hum tanha
Ek din milna hi hai
Kyon reh jaaye phir hum tanha..

 


Other songs from the same movie, Fever.

  1. Khaara Khaara - Sonu Kakkar
  2. Look Look - Ash King
  3. Mujhme Kabhi - Shalmali Kholgade
  4. Kuch Is Tarah - Pancchi Jalonvi
  5. Kya Kasak - Sonu Kakkar, Tony Kakkar
  6. Besambhle - Arijit Singh
  7. Mile Ho Tum (Reprise) - Neha Kakkar, Tony Kakkar
  8. Teri Yaad - Rahul Jain
  9. Bas Ek Baar - Arijit Singh
  10. Mile Ho Tum - Tony Kakkar
 

You're here: Home › 
› Mujhme Kabhi



Song: Mujhme Kabhi
Movie: Fever
Singer(s): Shalmali Kholgade

Mujhme kabhi koi yun khoya tha kahin
Raah bhi sadaa sanson mein paaya bhi nahi
Ruke ruke palon mein
Kahe yun hi chale zindagi
Mile kabhi khushi bhi
Jeen ke liye banke ajnabi aa

Lamhe kahin ruthe hai jeene ke sabhi
Mila hai wahin na pal mein khoya jo kahin hai
Guzarte sabhi jo lamhe wahin jeeye zindagi
Nikhar gaye sukoon jo aane ke liye tarse har khushi.

Other songs from the same movie, Fever.

  1. Khaara Khaara - Sonu Kakkar
  2. Look Look - Ash King
  3. Mujhme Kabhi - Shalmali Kholgade
  4. Kuch Is Tarah - Pancchi Jalonvi
  5. Kya Kasak - Sonu Kakkar, Tony Kakkar
  6. Besambhle - Arijit Singh
  7. Mile Ho Tum (Reprise) - Neha Kakkar, Tony Kakkar
  8. Teri Yaad - Rahul Jain
  9. Bas Ek Baar - Arijit Singh
  10. Mile Ho Tum - Tony Kakkar
 

You're here: Home › 
› Look Look



Song: Look Look
Movie: Fever
Singer(s): Ash King

Hey..hey…,

Rock n roll pretty woman,
Rock n roll pretty woman,
O woody woody tika ti ta,

Rock n roll pretty woman,
Rock n roll pretty woman,
O woody woody tika ti ta,

Look look how she walks,
Look look makes me rock,
Look look she’s so hot,
Woh hai jaise tequila shot,

She’s pretty she’s on fire,
She’s sexy & my desire,
Make my heart go,

Rock n roll pretty woman,
Rock n roll pretty woman,
O woody woody tika ti ta,

Look look her groovy eyes,
Karti mesmerize,
Look look she has a style,
Wo hai jaise live missile,

She’s lovely she has class,
Body locked in a glass,
Make my heart go,

Look look how she walks,
Look look makes me rock,
Look look she’s so hot,
Woh hai jaise tequila shot,

She’s pretty she’s on fire,
She’s sexy & my desire,
Make my heart go,

Rock n roll pretty woman,
Rock n roll pretty woman,
O woody woody tika ti ta.

 


Other songs from the same movie, Fever.

  1. Khaara Khaara - Sonu Kakkar
  2. Look Look - Ash King
  3. Mujhme Kabhi - Shalmali Kholgade
  4. Kuch Is Tarah - Pancchi Jalonvi
  5. Kya Kasak - Sonu Kakkar, Tony Kakkar
  6. Besambhle - Arijit Singh
  7. Mile Ho Tum (Reprise) - Neha Kakkar, Tony Kakkar
  8. Teri Yaad - Rahul Jain
  9. Bas Ek Baar - Arijit Singh
  10. Mile Ho Tum - Tony Kakkar
 

You're here: Home › 
› Khaara Khaara



Song: Khaara Khaara
Movie: Fever
Singer(s): Sonu Kakkar

Khaara khaara meetha meetha,
Mirchi se bhi teekha teekha,
Tere bin hai feeka feeka,
Ishqa,

Dil pe nahi hai zor zor,
Karta hai ye shor shor,
Bin tere hai bore bore,
Ishqa,

Aree hum tere kaayal huye,
Ghungroo banke paayal huye,
Mar gaye mar gaye,
Haaye zaalim nighahon se,

Khaara khaara meetha meetha,
Mirchi se bhi teekha teekha,
Tere bin hai feeka feeka,
Ishqa,

Dhadke dil tadpe dil,
Dil dil dil dil dil,
Mera dil tera dil,
Dil dil dil dil dil,

Dil dil dil dil dil..

Dhadke dil tadpe dil,
Dil dil dil dil dil,
Mera dil tera dil,
Dil dil dil dil dil,

Dil dil,
Kaisa dil,
Thoda sa aisa thoda waisa dil,

Soya khoya,
Saanson ki rajaai mein lipte baitha hai dil,

Kharaa kharaa meetha meetha,
Mirchi se bhi teekha teekha,
Tere bin hai feeka feeka,
Ishqa,

Teri meri meri,
Meri teri meri,
Kisi baat pe thani jo,
Ghol dena mere saare badan mein,
Zara ishq ki dali tu,

Teri meri meri,
Meri teri meri,
Kisi baat pe thani jo,
Ghol dena mere saare badan mein,
Zara ishq ki dali tu,

Ho jaane dena tu pyar wali,
Zara zara pareshani tu,
Tu tu,
Tere liye bas bani hun,

Khaara khaara meetha meetha,
Mirchi se bhi teekha teekha,
Tere bin hai feeka feeka,
Ishqa,

Dil pe nahi hai zor zor,
Karta hai ye shor shor,
Bin tere hai bore bore,
Ishqa.

Other songs from the same movie, Fever.

  1. Khaara Khaara - Sonu Kakkar
  2. Look Look - Ash King
  3. Mujhme Kabhi - Shalmali Kholgade
  4. Kuch Is Tarah - Pancchi Jalonvi
  5. Kya Kasak - Sonu Kakkar, Tony Kakkar
  6. Besambhle - Arijit Singh
  7. Mile Ho Tum (Reprise) - Neha Kakkar, Tony Kakkar
  8. Teri Yaad - Rahul Jain
  9. Bas Ek Baar - Arijit Singh
  10. Mile Ho Tum - Tony Kakkar
 

You're here: Home › 


  1. Khaara Khaara - Sonu Kakkar
  2. Look Look - Ash King
  3. Mujhme Kabhi - Shalmali Kholgade
  4. Kuch Is Tarah - Pancchi Jalonvi
  5. Kya Kasak - Sonu Kakkar, Tony Kakkar
  6. Besambhle - Arijit Singh
  7. Mile Ho Tum (Reprise) - Neha Kakkar, Tony Kakkar
  8. Teri Yaad - Rahul Jain
  9. Bas Ek Baar - Arijit Singh
  10. Mile Ho Tum - Tony Kakkar

You're here: Home › 
› Sau Tarah Ke



Song: Sau Tarah Ke
Movie: Dishoom
Singer(s): Amit Mishra, Jonita Gandhi

Kal subah sochenge jo aaj raat kiya,
Kal subah gin lenge saari galatiyan.
Tu mera abhi, ho jaana ajnabi,
Phir hum milenge na kabhi…

Kal subah chale jayenge hai ghar jahaan.
Kal subah bole jo bhi bolega jahaan.
Tu mera abhi, ho jaana ajnabi,
Phir hum milenge na kabhi…

Sau tarah ke rog le loon.
Ishq ka marz kya hai.
Sau tarah ke rog le lu.
Ishq ka marz kya hai.

Tu kahe toh jaan de doon.
Kehne mein harz kya hai.
Sau tarah ke rog le loon.
Ishq ka marz kya hai.

Baahon ko baahon mein de de tu jagah.
Tujhse toh do pal ka matlab hai mera.

Tere jaise hi mera bhi dil khudgarz sa hai
Tere jaise hi mera bhi dil khudgarz sa hai
Tu kahe toh jaan de doon
Kehne mein harz kya hai…

Sau tarah ke rog le loon
Ishq ka marz kya hai
So tarah ke rog le lu
Ishq ka marz kya hai

Kal subah tak jhoota bhala pyar kar
Kal subah tak jhooti batein char kar
Tu mera abhi, ho jaana ajnabi,
Phir hum milenge na kabhi…

Tu kahe toh jaan de doon
Kehne mein harz kya hai…

Sau tarah ke rog le loon
Ishq ka marz kya hai
So tarah ke rog le lu
Ishq ka marz kya hai.

 


Other songs from the same movie, Dishoom.

You're here: Home › 

You're here: Home › 
› 440 Volt



Song: 440 Volt
Movie: Sultan
Singer(s): Mika Singh


Haaye dil mera jaise koi dish antenna tha
Free kabhi koi channel chalta hi na tha
Jude na the wire kahin, signal bhi na tha
Haryana mere liye argentina tha

Dil ko mere jaane tune kaisi di traction
Ab dil ke tv mein hai tera hi reflection
Kon jaane tera mera kaisa hai connection

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Chhune se tere, chhune se tere, chhune se tere

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Sapne maine jo daale searching pe
Tere pe hi setting hui
Haan setting hui, setting hui, setting hui

Duaa hai ek main phir hum dono
Mujhe yehi waiting hui
Haan waiting hui, waiting hui, waiting hui
Waiting hui, waiting hui, waiting hui

Dekhun tujhe toh hota hoon
Main jaane kyun attention
O bole tu jo thank you toh main bhi bolun mention
Kaun jaane kaisa tera mera hai connection

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Chhune se tere, chhune se tere, chhune se tere

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Jaagun main tv dekhun raaton ko
Gaane sikhun tere liye
Haan tere liye, tere liye, tere liye
Yeh batla kaise kaise aur kya kya
Soche tu bhi mere liye
Haan mere liye, mere liye, mere liye
Ho mere liye, mere liye, mere liye

Ho tu hai mera ration card
Tu hi mera ration
O chori tere husn pe main khud ko deta *
Kaun jaane kaisa tera mera hai connection

Lag gaye, lag gaye
Lag gaye, lag gaye, lag gaye, lag gaye
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Chhune se tere, chhune se tere, chhune se tere

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere.


Other songs from the same movie, Sultan.
  1. Jag Ghoomeya - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
  2. Baby Ko Bass Pasand Hai - Badshah, Ishita, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
  3. Rise Of Sultan - Chorus, Shekhar Ravjiani
  4. Tuk Tuk - Vishal Dadlani
  5. Bulleya - Angaraag Mahanta (Papon)
  6. Sachi Muchi - Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan
  7. Sultan (Title) - Shadab Faridi, Sukhwinder Singh
  8. 440 Volt - Mika Singh
 

You're here: Home › 
› Sultan (Title)



Song: Sultan (Title)
Movie: Sultan
Singer(s): Shadab Faridi, Sukhwinder Singh

Sultan (Title) Song Lyrics

Dailymotion
YouTube

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (4 votes, average: 5.00 out of 5)

Kismat jo aave saamne
Tu mod de uska panja re
Kismat jo aave saamne
Tu mod de uska panja re
Chal mode de uska panja re

Saat aasmaan cheere
Ab saat samandar peere
Chal saat suron mein karde ye elaan

Himmat hai toh roko
Aur zurrat hai toh baaton
Re aaj hatheli pe rakhdi hai jaan

Khoon mein tere mitti
Mitti mein tera khoon
Khoon mein tere mitti
Mitti mein tera khoon

Upar allah niche dharti
Beech mein tera junoon
Aye sultan!

Seene mein tere aag, paani, aandhi hai
Mehnat ki dori honslon se baandhi hai
O…seene mein tere aag, paani, aandhi hai
Mehnat ki dori honslon se baandhi hai

Hai parvat bhi tu hi
Aur tu hi pathar hai
Jo chahe tu wo hi ban jaye
Teri marzi hai

Aansu aur paseena
Are hai toh dono paani
Par mod ke rakh de dono hi tufaan

Chot ho jitni gehri
Ya thes jigar mein thehri
Toh jazbaa utna zehri hai ye maan

Noor-e-sukoon niyat se junoon
Ye tujhko pata hai
Tujhme chhupa hai
Tu usko le, usko le pehchaan

Tera iraada tujhse bhi zyaada
Usko pata hai jo lapata hai
Tu itna le, itna le ab maan

Woh dil mein hai tere
Tu uski nazron mein
Chal hadd se aage re..
Chaha jo tune wo paane
Chal banja re sultan..

Saat aasmaan cheere
Ab saat samandar peere
Chal saat suron mein karde ye elaan

Khoon mein tere mitti
Mitti mein tera khoon
Khoon mein tere mitti
Mitti mein tera khoon

Upar allah niche dharti
Beech mein tera junoon sultan!

Saat aasmaan cheere
Ab saat samandar peere
Chal saat suron mein karde ye elaan

Himmat hai toh roko
Aur zurrat hai toh baaton
Re aaj hatheli pe rakhdi hai jaan.

 


Other songs from the same movie, Sultan.
  1. Jag Ghoomeya - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
  2. Baby Ko Bass Pasand Hai - Badshah, Ishita, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
  3. Rise Of Sultan - Chorus, Shekhar Ravjiani
  4. Tuk Tuk - Vishal Dadlani
  5. Bulleya - Angaraag Mahanta (Papon)
  6. Sachi Muchi - Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan
  7. Sultan (Title) - Shadab Faridi, Sukhwinder Singh
  8. 440 Volt - Mika Singh
 

You're here: Home › 
› Sachi Muchi



Song: Sachi Muchi
Movie: Sultan
Singer(s): Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan

Main gapp na koi maarun
Naa baat bolunga kachi
2-3 saal se mujhko
Tu lagi laagne achi, o hu…

Main gapp na koi maarun
Jo baat bolungi sachi
Main nakhrili si chori
Hoon saath hi tere achi, oo…
Tu jaan hai sachi muchi

O baat ansuni hai
Pyar se buni hai
Aaj doguni hai aarzu..

Ye khwaab hain, chahatein
Ya mere dil ki aawazein
Jaanti hai tu
Tere kehne se li maine parvazein

Ye khwaab hain, chahatein
Ya mere dil ki aawazein
Jaanti hai tu
Tere kehne se li maine parvazein

Main gapp na koi maarun
Jo baat bolungi sachi
Main nakhrili si chori
Hoon saath hi tere achi, oo…
Tu jaan hai sachi muchi

Leja wahan tera ho jahan pe jahan
Maine ye de di hai zubaan
Chalta jaaunga..

Subah ko main laaunga honthon pe hansi
Shaamon ko baaton mein teri, dhalta jaaunga

Main rajj ke chahun tujhko
Le rajj ke main nachi
Le chhad akkal ki baatein
Phir aaj hogayi bachchi, oo…
Tu jaan hai sachi muchi

O baat ansuni hai
Pyar se buni hai
Aaj doguni hai aarzu..

Ye khwaab hain, chahatein
Ya mere dil ki aawazein
Jaanti hai tu
Tere kehne se li maine parvazein

Ye khwaab hain, chahatein
Ya mere dil ki aawazein
Jaanti hai tu
Tere kehne se li maine parvazein.


Other songs from the same movie, Sultan.
  1. Jag Ghoomeya - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
  2. Baby Ko Bass Pasand Hai - Badshah, Ishita, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
  3. Rise Of Sultan - Chorus, Shekhar Ravjiani
  4. Tuk Tuk - Vishal Dadlani
  5. Bulleya - Angaraag Mahanta (Papon)
  6. Sachi Muchi - Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan
  7. Sultan (Title) - Shadab Faridi, Sukhwinder Singh
  8. 440 Volt - Mika Singh
 

You're here: Home › 
› Bulleya


Song: Bulleya
Movie: Sultan
Singer(s): Angaraag Mahanta (Papon)

Kuch rishton ka namak hi doori hota hai
Na milna bhi bohat zaroori hota hai

Dum dum, dum dum tu mera
Dum dum, dum dum mera hal
Dum dum, dum dum tu mera
Dum dum, dum dum mera hal
Dum dum, dum dum..

Tu baat kare ya na mujhse
Chahe aankhon ka pegaam na le
Par ye mat kehna are o pagle
Mujhe dekh na tu, mera naam na le

Tujhse mera deen dharam hai
Mujhse teri khudai
Tujhse mera deen dharam hai
Mujhse teri khudai

Tu bole toh main ban jaaun
Main bulleh shah saudai
Main bhi naachun..
Main bhi naachun manau sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko
Karun na parwah bulleya

Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu

Mera mehram tu, marham tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu

Maana apna ishq adhura
Dil na ispe sharminda hai
Poora hoke khatam hua sab
Jo hai aadha wo hi zinda hai

Ho bethi rehti hai umeedein
Tere ghar ki dehlizon pe
Jiski na parwaaz khatam ho
Dil ye mera wahi parinda hai…

Bakshe tu jo pyaar se mujhko
Toh ho meri rihaai
Bakshe tu jo pyaar se mujhko
Toh ho meri rihaai

Tu bole toh main ban jaaun
Main bulleh shah saudai
Main bhi naachun..
Main bhi naachun manau sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko
Karun na parwah bulleya

Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu

Tu yaad kare ya na mujhko
Mere jeene mein andaaz tera
Sar aankhon par hai teri naaraazi
Meri haar mein hai koi raaz tera

Shayad meri jaan ka sadka
Maage teri judaai
Shayad meri jaan ka sadka
Maage teri judaai

Tu bole toh main ban jaaun
Main bulleh shah saudai
Main bhi naachun..
Main bhi naachun manau sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko
Karun na parwah bulleya

Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu

Mera mehram tu, marham tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu

Kuch rishton ka namak hi doori hota hai
Na milna bhi bohat zaroori hota hai.

 


Other songs from the same movie, Sultan.
  1. Jag Ghoomeya - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
  2. Baby Ko Bass Pasand Hai - Badshah, Ishita, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
  3. Rise Of Sultan - Chorus, Shekhar Ravjiani
  4. Tuk Tuk - Vishal Dadlani
  5. Bulleya - Angaraag Mahanta (Papon)
  6. Sachi Muchi - Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan
  7. Sultan (Title) - Shadab Faridi, Sukhwinder Singh
  8. 440 Volt - Mika Singh
 

You're here: Home › 
› Tuk Tuk



Song: Tuk Tuk
Movie: Sultan
Singer(s): Vishal Dadlani



Doori dard, milan hai masti
Duniya mujhko dekh ke hansti
Ishq mera badnaam ho gaya
Karke teri husn parasti

Koi jogi, koi kalander
Rehta hai apne mein
Koi bhula hua sikander
Rehta hai apne mein

Koi jogi, koi kalander
Rehta hai apne mein
Koi bhula hua sikander
Rehta hai apne mein

Ho..sajke dikhayegi
Ho..hans ke bulayegi
Ho..rajj ke nachayegi
Tuk tuk tuk karti chalti
Thaari maari zindagi
Re bole, re bole dhola dhol dhadak dhin
Dhadak dhin, dhadak dhin

Re tuk tuk tuk tuk karti chalti
Meethi thari zindagi
Re bole, re bole dhola dhol dhadak dhin
Dhadak dhin, dhadak dhin

Apni marzi se banti bigadti, banti bigadti
Dhuaan nahi, agg nahi phir bhi hai jalti
Oye hoye, oye hoye, oye hoye, oye…

Apni hi marzi se banti bigadti
Banti bigadti, banti bigadti
Dhuaan nahi, agg nahi phir bhi hai jalti
Oye hoye, oye hoye, oye hoye, oye…

It’s a take down
You gonna hit the ground hard
But life gets you hard and dhobi pachhad

What lovin’ fightin’ ain’t far apart
You can love the fight but
You can’t fight your heart

Apni marzi se banti bigadti, banti bigadti
Dhuaan nahi, agg nahi phir bhi hai jalti
Oye hoye, oye hoye, oye hoye, oye hoye…

** ground start shakin’
Makin’ sounds that you shouldn’t be makin’
Takin’ steps out of your comfort zone
And you’re fine to fight most your battles alone

O taare jaisi chal chal hai
Resham hai ya malmal hai
Ya phir gehri daldal hai
Zindagi ya ra ra ra…

Din din ghat’ti jaati hai
Phasal ye kat’ti jaati hai
Nazar se hat’ti jaati hai
Zindagi ya ra ra ra…

Dil samjhe nahi patandar
Rehta hai apne mein
Bas banta phire dhurandar
Rehta hai apne mein

Dil samjhe nahi patandar
Rehta hai apne mein
Bas banta phire dhurandar
Rehta hai apne mein

Ho…

Ho..sajke dikhayegi
Ho..hans ke bulayegi
Ho..rajj ke nachayegi
Tuk tuk tuk karti chalti
Thaari maari zindagi
Re bole, re bole dhola dhol dhadak dhin
Dhadak dhin, dhadak dhin

Re tuk tuk tuk tuk karti chalti
Meethi thaari zindagi
Re bole, re bole dhola dhol dhadak dhin
Dhadak dhin, dhadak dhin

Re tuk tuk tuk tuk karti chalti
Meethi thaari zindagi
Re bole, re bole dhola dhol dhadak dhin
Dhadak dhin, dhadak dhin.

 


Other songs from the same movie, Sultan.
  1. Jag Ghoomeya - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
  2. Baby Ko Bass Pasand Hai - Badshah, Ishita, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
  3. Rise Of Sultan - Chorus, Shekhar Ravjiani
  4. Tuk Tuk - Vishal Dadlani
  5. Bulleya - Angaraag Mahanta (Papon)
  6. Sachi Muchi - Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan
  7. Sultan (Title) - Shadab Faridi, Sukhwinder Singh
  8. 440 Volt - Mika Singh
 

You're here: Home › 
› Rise Of Sultan



Song: Rise Of Sultan
Movie: Sultan
Singer(s): Chorus, Shekhar Ravjiani



Khoon mein tere mitti
Mitti mein tera khoon
Khoon mein tere mitti
Mitti mein tera khoon
Upar Allah niche dharti
Beech mein tera junoon
Re Sultan!

Khoon mein tere mitti
Mitti mein tera khoon
Khoon mein tere mitti
Mitti mein tera khoon
Upar Allah niche dharti
Beech mein tera junoon
Re Sultan!

Khoon mein tere mitti
Mitti mein tera khoon
Khoon mein tere mitti
Mitti mein tera khoon
Upar Allah niche dharti
Beech mein tera junoon
Re Sultan Re Sultan.


Other songs from the same movie, Sultan.
  1. Jag Ghoomeya - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
  2. Baby Ko Bass Pasand Hai - Badshah, Ishita, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
  3. Rise Of Sultan - Chorus, Shekhar Ravjiani
  4. Tuk Tuk - Vishal Dadlani
  5. Bulleya - Angaraag Mahanta (Papon)
  6. Sachi Muchi - Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan
  7. Sultan (Title) - Shadab Faridi, Sukhwinder Singh
  8. 440 Volt - Mika Singh
 

You're here: Home › 
› Baby Ko Bass Pasand Hai



Song: Baby Ko Bass Pasand Hai
Movie: Sultan
Singer(s): Badshah, Ishita, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani



Re lakk dhak lakk dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji..

Uski ankhiyan english bole
Meri anpadh ankhiyan re..
Baithe baithe la gayi dekho
Dil ko mere thagiyaan re
Haaye mere paas hoke
Phir wo dj se jaake boli
Bhaiya tu decide kariyo
Ki ab beat chale ya goli
Kyunki?
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Jab wo naache
Mujhko uska face pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Haaye mere bhole panchi
Padh na ulti pattiyan re
Bhool na mere saath khadi hain
Meri solah sakhiyan re
Tere jaise bade choudhary dekhe hain marjaane
Song suna ke english ke jo daale desi daane
Kyunki?
Baby ko bass pasand hai

Haaye..
Baby ko bass pasand hai

Now chori wanting dance
But chora want romance
So chora bole dj se
Je ee no taking chance

Chori chori hit se fire se
Sab ladko ki desire se
Yo chalta phirta fashion show
Bajli ki nangi wire se
Main paagal ho gaya tere piche
Dil mera teri heal ki niche
Takk takk bajti je dance floor pe
Aankhein meeche..aankhein meeche…

Speaker ka volume usko tezz pasand hai
Baby ko bass pasand hai
Baby ko bass pasand hai

Re lakk dhak lakk dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji..
Baby ko bass pasand hai
Re lakk dhak lakk dhak jaatni ke
Haav bhaav mein teji..
Uh baby ko bass pasand hai.


Other songs from the same movie, Sultan.
  1. Jag Ghoomeya - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
  2. Baby Ko Bass Pasand Hai - Badshah, Ishita, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
  3. Rise Of Sultan - Chorus, Shekhar Ravjiani
  4. Tuk Tuk - Vishal Dadlani
  5. Bulleya - Angaraag Mahanta (Papon)
  6. Sachi Muchi - Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan
  7. Sultan (Title) - Shadab Faridi, Sukhwinder Singh
  8. 440 Volt - Mika Singh
 

You're here: Home › 
› Jag Ghoomeya



Song: Jag Ghoomeya
Movie: Sultan
Singer(s): Rahat Nusrat Fateh Ali Khan

O…

Na wo akhiyan ruhani kahin
Na wo chehra noorani kahin
Kahin dil wali baatein bhi na
Na wo sajri jawani kahin

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Na toh rumaani kahin
Na toh khusboo suhani kahin
Na woh rangli adayein dekhin
Na woh pyari si nadani kahin
Jaisi tu hai waisi rehna

Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Jag ghumeya thaare jaisa na koi

Baarishon ke mausam mein bheegi hariyali tu
Sardiyon mein gaalon pe jo aati hai wo lali tu
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chaahaton ki chaadaron mein
Maine hai sambhali tu

Kahin agg jaisi jalti hai
Bane barkha ka pani kahin
Kabhi mann jaana chupke se
Yun hi apni chalani kahin
Jaisi tu hai waisi rehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Ag ghoomeya thaare jaisa na koi

Apne naseebon mein yaa
Honsle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaton mein

Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai
Tune sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaaton mein

Teri milti nishani kahin
Jo hai sabko dikhani kahin
Tu toh jaanti hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahin
Woh hi karna hai jo hai kehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi.


Other songs from the same movie, Sultan.
  1. Jag Ghoomeya - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
  2. Baby Ko Bass Pasand Hai - Badshah, Ishita, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
  3. Rise Of Sultan - Chorus, Shekhar Ravjiani
  4. Tuk Tuk - Vishal Dadlani
  5. Bulleya - Angaraag Mahanta (Papon)
  6. Sachi Muchi - Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan
  7. Sultan (Title) - Shadab Faridi, Sukhwinder Singh
  8. 440 Volt - Mika Singh