Song: Son Of Sardaar
Movie: Son Of Sardaar
Singer(s): Aman Trikha, Himesh Reshammiya

Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai
Ke agar duniya mein sardar na hote toh kya hota
Jiska rab hai pehredaar
Panther si jiski raftaar
Lagaye chance pe joh darbaar
Son of sardar.. son of sardar
Jiski jhappi hai dumdaar
Emotion action ka bhandaar
Son of sardar.. son of sardar
Ho ande asli license wale
Rab nu mann se mannan wale
Original zinda dil dilwale
Ho..

Forever party ko tayar
Dil patiyala baar baar
Hai raunak har mehfil ki yaar
Son of sardar.. son of sardar
Jeena koyi unse seekhe aye yaaron
Masti bhi unpe marti hai
Peena peelana inki ada hai
Tanhaayi unse darti hai
Bade dildaar hai
Bijli ki taar hai
Ultimate sur firey
Yaaron ke yaar hai
Khudaar hai..
Inka nahi kirdaar hai
Forever party ko tayar
Dil patiyala baar baar
Hai raunak har mehfil ki yaar
Son of sardar.. son of sardar
Son of sardar.. son of sardar
Sorry yaar
Duniya bekar
Bina son of sardar


Other songs from the same movie, Son Of Sardaar.
  1. Son Of Sardaar
  2. Rani Tu Main Raja
  3. Po Po
  4. Tu Kamaal Di Kudi
  5. Bichdann
  6. Yeh Jo Halki Halki Khumariya
  7. Kabhi kabhi mere dil mein