Song: Yeh Jism  
Movie: Jism 2 
Singer(s): Ali Azmat

Yeh jism hai toh kya
Yeh rooh ka libhaas hai
Yeh dard hai toh kya
Yeh ishq ki talaash hai
Fanaa kiya mujhe
Yeh chahne ki aas ne
Tarah tarah
Shiqast hi hua

Raza hai kya teri
Dil-o-jahan tabaah kiya
Sazaa bhi kya teri
Wafaa ko bewafa kiya
Dobara zindagi
Se yun mujhe judah kiya
Kahan kahan
Phirun main dhoondhta (X1)
Wahan jahan
Tu hi mera libhaas hai
Wahan jahan
Teri hi bass talaash hai
Wahan jahan
Tujhi pe khatam aas hai
Wahi shuru
Wahi pe dafan jaan hai (X1)
Yeh jism hai toh kya
Yeh rooh ka libhaas hai
Yeh dard hai toh kya
Yeh ishq ki talaash hai
Fanaa kiya mujhe
Yeh chahne ki aas ne
Tarah tarah
Shiqast hi hua


Other songs from the same movie, Jism 2.