Song: Gajab Ka Hain Din
Movie: Qayamat Se Qayamat Tak
Singer(s): Alka Yagnik, Udit Narayan

gajab kaa hain din socho jaraa, ye diwaanaapan dekho jaraa
tum ho akele, hum bhee akele, majaa aa rahaa hain kasam se

dekh lo hum ko kareeb se, aaj hum mile hain naseeb se
ye pal fir kahaa aaur ye manjil fir kahaa

kyaa kahoo meraa jo haal hai, raat din tumhaaraa khayaal hai
fir bhee jaana-ye-jaan, main kahaa aaur tum kahaa


Other songs from the same movie, Qayamat Se Qayamat Tak. 
  1. Akele Hain Toh Kya Gam Hain
  2. Gajab Ka Hain Din
  3. Papa kehte hain bada naam karega