You're here: Home ›
Mukesh › Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
Song: Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
Movie: Aabroo
Singer(s): Mukesh
| Jinhe hum bhulaana chaahe, wo aksar yaad aate hain |
| Bura ho iss muhabbat ka, wo kyon kar yaad aate hain |
| Bhulaaye kis tarah un ko, kabhi pi thi un aankhon se |
| Chhalak jaate hain jab aansu, wo saagar yaad aate hain |
| Kisi ke sunrkha lab the ya diye ki lau machalati thi |
| Jaha ki thi kabhi puja, wo mandar yaad aate hain |
| Rahe aye shamma tu roshan, duwa deta hain parawaana |
| Jinhe kismat mein jalna hain, wo jalakar yaad aate hain |
View all songs lyrics of Mukesh.