You're here: Home › 
› Ho Nadiya Kinare Nain Hamare Tohe Nihaare



Song: Ho Nadiya Kinare Nain Hamare Tohe Nihaare
Movie: Jhoom Utha Aakaash
Singer(s): Mukesh, Hemlata

Ho nadiya kinare nain hamare tohe nihaare
Hay re daiya ui moree maiya panv me chubh gaya kanta
Kaise chalu mann me jalu mai, koyee mujhe le jata
Ho nadiya kinare........

Hay re hay kaisa julam hai, nadiya ke paar mora balam hai
Baar baar bole yeh moree payaliya, o mere sajana aa aaja
Ho das rahe hain hamko sab najare - (2)
Ho nadiya kinare........

Aaja pukadu mai tohe sajanee, mann ko jalaye biraha kee agnee
Aaj tujhe hai prit nibhanee, bit na jaye rut yah suhanee
Ho aa tadap rahe hain bin tihare - (2)
Ho nadiya kinare........
 


View all songs lyrics of Mukesh.