You're here: Home › 
› Apani Ulfat Pe Jamaane Ka



Song: Apani Ulfat Pe Jamaane Ka
Movie: Sasural (1961)
Singer(s): Lata Mangeshkar, Mukesh

Apani ulfat pe jamaane ka na pehara hota
Toh kitana achchha hota - (2)
Pyaar ki raat ka koyi na sawera hota
Toh kitana achchha hota - (2)
Apani ulfat pe jamaane ka na pehara hota
Toh kitana achchha hota - (2)

(Paas rehkar bhi bahot dur, bahot dur rahe
Ek bandhan mein bandhe, phir bhi toh majbur rahe) - (2)
Meri raahon mein na uljhan ka andhera hota
Toh kitana chchha hota - (2)

(Dil milein aankh mili pyaar na milane paaye
Baagbaan kehata hai do phul na khilane paaye) - (2)
Apani manjil ko jo kaanto ne na ghera hota
Toh kitana chchha hota - (2)

(Ajab sulagati huyi lakdiyaan jagwaale
Mile toh aag ugalate fate toh dhunwaan kare) - (2)
Apani duniya mein bhi sukh chain ka phera hota
Toh kitana chchha hota - (2)
Apani ulfat pe jamaane ka na pehara hota
Toh kitana achchha hota - (2)
 



View all songs lyrics of Mukesh.