Hindi Song: Mujhko Teri Zaroorat Hai
Singer(s): Salim Merchant
Movie: Jodi Breakers

Nahin maloom hasrat hai
Ya tu meri mohabbat hai

Ho nahin maloom hasrat hai
Ya tu meri mohabbat hai
Main itna jaanta hun bas
Main tujhko maangta hun bas
Main itna maanta hun bas
Ki mujhko teri zaroorat hai
Haan mujhko teri zaroorat hai
Ho mujhko teri zaroorat hai
Oo mujhko teri zaroorat hai

(mujhko teri zaroorat hai, mujhko teri zaroorat hai)

Ho yeh shauhrat aur yeh daulat
Khudaayi de nahin sakte

Ho yeh shauhrat aur yeh daulat
Khudaayi de nahin sakte
Ho meri tanhaayi se mujhko
Rihaayi de nahin sakte

Ho zamaane ka hai mujhpe haq
Tere sapno pe haq mera
Siva mere kisi ko yeh
Dikhaayi de nahin sakte

Kahin maloom yeh haq hai (haq hai, haq hai)
Haqeeqat ya hamaqat hai
Main itna jaanta hun bas
Main tujhko maangta hun bas
Main itna maanta hun bas
Ki mujhko teri zaroorat hai
Haan mujhko teri zaroorat hai
Ho mujhko teri zaroorat hai
Oo mujhko teri zaroorat hai

Ki mujhko teri zaroorat hai (zaroorat hai)
Haan mujhko teri zaroorat hai

(mujhko teri zaroorat hai - 5 times)